Santa: Phone pe itni
dheemi aawaz me
Kis se baat kar raha hai?
Banta: Behen hai !
Santa: To phir itni
Dheemi aawaz me kis liye?
Banta: Teri hai is liye!
Santa In Bmw At Petrol Pump:
5 Rupaiye Ka Petrol Daal Do.
Pump Wala (Gusse Me):
Itna Sara Petrol Dalwa Ke Kahaan Jana Hai?
Santa:" Jaana Kahi Nahi Hai Pagle,
Hum To Aise Hi Paise Udaate Hai".
Oh ho santa
Daru ki vajah se Barbad Sharabi
engineer ne Kasam
li aur ghar se Daru ki khali bottles
fekne laga
1st fekte bola- Teri vajah seMeri
Naukri gayi
2nd fekte bola- Teri vajah se Mera
Ghar bika
3rd fekte bola- Teri vajah se Meri Biwi
chali gayi
4th uthai to vo bhari hui nikli toh bola-
Tu Side me
hoja pagli, Tu to bekasur hai...;-)
Ek Like toh banta boss
Ek baar 1Train achanakpatri se utar
gayi,
Khetonmein idhar udhar
jaane
lagi aur fir wapas patri par aa gayi.
Railway walon ne enquiry bithai driver Santa pe.
Puchhaki kya hua.
Santa:Ek aadmi patri par khadatha aur
hat hi nahi
raha tha. Officer:Santa- Pagal ho
kya? 1admi ke liye tumnesare passengerski zindagi
jokhim mein daal di? Us 1 aadmi ko
kuchal denatha!!!
Santa:Main wahi to karnejaa raha tha
ki achanakwo patri se utar
karkhetonmein idhar udhar bhagne laga...
बांता दारू पी के ताला खोलने लगा, हाथ कापने की वजह से ताला नही खुला, . . . संता- मैं खोल दूँ, . बांता - मैं खोल लूँगा, तू घर को पकड़, साला बहुत हिल रहा है...:stuck_out_tongue_closed_eyes::stuck_out_tongue_closed_eyes::stuck_out_tongue_closed_eyes::stuck_out_tongue_closed_eyes:
Faadu Santa
Doctor: Tumhare Kaan Kaise Jale?
.
.
Santa: Main Kameez Istari Kar Raha Tha,
Ke Phone Aa Gaya.
Maine Jaldi Mein Phone Ki Jagah
Istari Kaan Ko Laga Li
.
.
.
Doctor: To Doosra Kaan Kaise Jala?
.
.
.
.
Santa: Ab Ambulance Ko Bhi
Phone Karna Tha Na.
Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya.
Santa: Ye 3 mahine mein bacha kaise ho gaya?
Biwi: Aapki shadi ko kitna time hua hai?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur meri shadi ko?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?
Santa: 3 mahine baad.
Biwi: Total kitne mahine ho gaye?
Santa: Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye!
time ka pata hi nahi laga?