• Categories
  • Santa Banta Jokes   1306
  • Santa Qabristan Me Charas Pi Raha Tha Police=kya Kar Rahe Ho ? Santa=abbu K Liye Dua, Police=ye To Bachche Ki Qabr Hai Santa=abbu Bachpan Me Hi Mar Gaye The.........
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa:Aaj TV pe 30 feet ka saap dikhane wale hai. Banta:Haa par mai nahi dekh paunga. Santa:Kyu? Banta:Mera TV toh 21 inch ka hi hai
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa In Bmw At Petrol Pump: 5 Rupaiye Ka Petrol Daal Do. Pump Wala (Gusse Me): Itna Sara Petrol Dalwa Ke Kahaan Jana Hai? Santa:" Jaana Kahi Nahi Hai Pagle, Hum To Aise Hi Paise Udaate Hai". Oh ho santa
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa apne papa ke sat ja raha tha Us ka lali pop gir gaya, To daidy ne kha beta chod do Dosra lelegen 2 dinbad un ke sat us ki ma bhi thi, Ma gir gai to bete ne kha, Daddy chod do dosri lelege.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa Bank me khata kholne gaya… Form me 1 sawal tha- ‘Is Bank me Khata kholne ki vajah?’ Santa ne likha,”Aapki Khubsurat Cashier”
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • SaNTa=Oye Paji Tu Itna Gumsum Kyu Hai? . BaNTa=Soch Raha Hu Aaj Kuch Toofani Karu . SaNTa=Kya Karega? . BaNTa=Tower Pe CHad Ke Potty..;)
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa Apne Bete Pappu Ka Admission Form Bharne Mein Madad Kar Raha Tha, To Pappu Ne Puchha. Pappu: “ Papa, Ye Mother Tongue Wale Box Mein Kya Likhna Hai? ” Santa: “ Very Long Likh De Beta “
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa Ka Sir Phat Gya. Doctor: Ye kaise Hua? Santa: Main Chappal Se Keel Thok Raha Tha. Mujhe 1 Admi Bola - Gadhe Kabhi KHOPDI Ka Bhi Istemal Kar Liya Kar..
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Biwi neend me zorse chillai: Jaldi utho, mere PATI Aa gaye SANTA utha,khidki se kud gaya,Tang tut gayi, Fir khyal Aaya sala mein hi to uska pati hu!
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa says: Duniya Ka hr ek Insan Apne Paav Bhigoye Bina Shyad Smundar Paar Kr Skta H, Lekin Ankhe Bhigoe Bina "Pyar" Nhi Kr Skta.. Aaj Santa Serious H. Plz..!......
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa- Are Yaar Ye Mobile To Mujhe Kangal Kr Dega Banta- Q? Santa- Baar Baar Dikhata Hai Battery Low Ab Tak 50 Battery Badal Chuka Hu :
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Captain of Military: Naujawanon aage bado Santa aage nahin bda. Bada Captain: Tum aage kyun nahin bade? Santa: Apne kaha 9 jawanon aage bado, mein 10ve number pe tha
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa: Kya Daru Pine Se Khaansi Jati Hai Banta: Kyu Nai Jayegi Jab Mera Ghar, Khet, Paisa Sab Kuch Chala Gaya To Teri Khansi Kya Cheej Hai ..
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa:Bhai jaldi se do gulab jamun de, . Avi ladai hone wala hain. . Dukandar: ye lo. . . . . Woh dono khane k baad . Santa: Bhai,aur do de yar, . . Ladai shuru hone se pehle kha leta hoon. . . Dukandar: yar kab se ladai ki baat kar raha hain, . Kis ki ladai hone wala hain bol toh zara. . . . . Santa: Pehle kha lene de. . . Khane k baad . . . . . . . Avi ladai start hogi, . . Dekh maine kha toh liya, magar mere paas paisa ni hain. :P
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa:Ye pyar kab hota hai? Banta: Jab time khrab chal raha ho, rahu ketu or shani ki dasa kharab ho, apka mangal kamjor ho, aur bhagwan maze lene ke mood mein ho....
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa:ek baat bata yaar, suraj raat Q Nahi nikalta. Banta:abe gadhe! Niklega bhi to andhere me tere ko kya tere baap ko bhi nazar nahi aayega??
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa cigarate piche chupakar bola bata mere hath me kya hai? Banta: Rail gadi Santa: Tujhe kaise pata Banta: Mene Dhuan nikalte dekha tha.!
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa: Yaar Uth Bhukamp Aa Raha Hai, Saara Ghar Hil Raha Hai. . . . . . . Banta: Soja-Soja Ghar Girega To Makaan Maalik Ka, Hum To Kirayedar Hain.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa to Banta: Tum apni biwi ko kya naam se bulate ho? Banta: Google darling. Santa: Why such a strange name? Banta: Ek sawal karo, 100 jawab deti hai!
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes