• Categories
  • Santa Banta Jokes   1306
  • संता किसी लड़की के घर रिश्ता लेकर गया। लड़की के मां-बाप बोले- हमारी बेटी तो अभी पढ़ाई कर रही है। संता बोला- कोई बात नहीं जी, हम एक घंटे बाद आ जाएंगे।
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa ki dadi mar gaye... Ek admi bola:mujhe bhi sath le jati dadi... Do char aur admio ne bola:mujhe bhi sath le jati dadi. Santa: chup ho jao kamino,dadi kya tata suno se gaye hai jo tmhe bhi sath le jati...
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa- Kya Laaye Ho.?? Banta- Mai Tere Liye Rishta Laya Hun. Ladki B.com Hai.. Santa - Ladki Chahe Kisi Bhi Com Ki Ho, Bas Padhi Likhi Honi Chahiye.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Ek Baar Santa Church Gaya.. . . . Achanak Light Chali Gayi Aur Andhera Ho Gaya... Tabhi Church Ka Ghanta Baja "TONNN" . . . . Santa Chillaya: Ohh Teri UNDERTAKER Aa Gaya:
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa rail ki patri per so gaya. Ek aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge! Santa: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua,train kya cheez he?
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa Ko Ek Road Accident Ke Jurm Me Girftar Kar Liya Jata Hai, Judge: Ye Acident Ki Gatna Kaise Ghati.? Santa: Sir Main Kuch Nahi Janta, Main To So Raha Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa to Banta :- Agr tu bata de ki meri Tokri me kya h. toh tokri k aadhe Ande tere..Aur ye bhi bata de ki Ande Kitne h... . to 10 k 10 tere.... Aur . agar ye Bhi bata de ki Ande Kiske h... . to Murgi bhi teri.... . Banta :- Abey koi HINT TO De Lo karlo bat
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa- Namukin Word Meri Dictionary Me Nahi Hai. Banta- To Pagle Dictionary Kharidne Se Pehle Dekhna Tha Na, Abb Chillane Ka Kya Fayada.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • santa 2 doctor-apne kaha tha ki subah khelne se sehat thik rehti hai pr muje to koi fark nai pada? doctor-konsa game khelteho? santa-mobile mai snake wala. . .raj
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Bank manegar: hum aapko bina intrest k loan denge, Santa: oji dena h to thoda haste-haste do na, Agar dene me intrest nahi h to mat do...
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa: Yaar mein apni girlfriend nu gift dena hai, ki devan? Banta: Gold ring de de. Santa: Koi vadi cheez das yaar. Banta: Tan fer MRF da tyre de de.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa Sharab Pikar Sadhu Se Takra Gya Sadhu Gusse Me- Aye Murkh Me Tujhe SHRAAP Deta Hu Santa-Rukiye Maharaj Me Glas Leke Ata hu
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa:" Kal meri shadi hai aur ladki walo ne kam log bulaye hai.. . . . . Banta:" To isme problem kya hai ?? . . . . . . . . . Santa:" pata nahi papa mujhe le jaynge ya nahi...:( :p :O :/
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa: mere frnd ne chupke se Mere mobile se meri gf ka no:le liya. Banta: fir kya hua..? Santa: Bewakoof kal raat se Apni bahen ko Romantic msgs bhej raha hai. ha ha ha
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa public toilet gya or 1 ghante ke bad nikla Bahar baitha jmidar bola- 20rs. Santa- sale toilet main baitha tha "Cyber cafe" main nahi
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa Ne Khubsurat Ladki Ko Dekh Kr Pucha-Ap Kaha Rehti Ho? Ladki-M.G.Road Pe Santa-Kya Baat He Itni Khubsurat Ho Ke Bhi Road Pe Rehti Ho.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa Electric Shop Pe Gaya Aur Dukandar Se Bola Santa: Ek Kala Bulb Dena Dukandar: Bhai Sahab, Kale Bulb Ka Kya Karoge? Santa: Yaar, Dopaher Ko Andhera Karke Sone Ka Mazaa Hi Kuch Aur Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Judge: Tumhe Bai- Ijjat Bari Kiya Jata H.
    Kyunki Jo Scooter Churane Ka Aarop Tum Par Lagaya Tha
    Use Koi Sach Sabit Nahi Kar Paya.
    Chor: Kush Hokar. Iska Matlab H Ab Ye Scooter Mera Ho Gaya.
    :smile::smile::smile::smile::smile:
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes
  • Santa ne ~ F A M O U S ~ T A T T O O ~ S H O P ~ me Girlfriend ka naam apne haath par likhwaya "Latest Tattoo Designs" me. Ghar aane ke baad jor jor se rone laga, Banta: kyun rorahe ho? Santa: Abey, Girlfriend ki spelling galat ho gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Santa Banta Jokes