Santa in Lift..very funny hindi sms
Girl : mehnga perfume laga k lift me ayi,
or
SANTA ko akad k boli Cobra perfume, Rs.6000..
2nd girl ayi : Jasmeen perfume"Rs.7000 ..
achanak lift ruk gayi or khuch smell aayi
dono ladkiyon ne apna naak pakda
Or
SANTA
ko dekhne Lagi..
SANTA with smile:- "Muli"14 Rupey Kilo..... Santa Madhosh m/ ladkia Behosh
Santa And Banta Jungle Mein, Samne Aaya Sher…
Banta Ne Sher Ki Aakhon Main Mitti Phenki,
Aur Bhaagne Lagaa Aur Santa Ko Bhi Bhaagne Ko Kahaa.
Santa : Main Kyu Bhagu, Mitti To Tune Phenki Hai
SNTA-Aisi Chiz Ka Nam Bta Jo Laal Ho Aur Trin Trin Krti Ho
BNTA-Telephone
Santa-Galat
Banta-To Fir
Santa-TAMATAR,Trin Trin To Confuse Krne K Lie Bola tha
By -nripendebnath
Santa: Maine Apki Dukan Se Murgi Dana Kharida Tha
Dukandar: To Kya Usme Koi Kharabi Nikli
Santa:mahina Ho Gaya Muje Khet Me Boye Ab Tak Murgi Nahi Ugi
..
Teacher-santa,agar samundar me nimbu kaa ped ho to nimbu kaise todoge. santa-chidiya bankar. Teacher-insaan ko chidiya tumhara baap banayga? Santa-samundar me ped aapka baap banayga.
Banta ped pe chada to upar baithey Bandar ne poocha: Upar kyon aaya?
Banta: Apple khane.
Bandar: Yeh to aam ka ped hai.
Banta: Pata hai,Apple saath laya hoon.
Santa:-shadi me dulhe ke saath barati kyo jaate?
.
.
.
Banta:-bado ka kahna hai ki khushi me kisi ke saath jayo na jayo , per musibat me jarur jana chahiye.
Banta to Santa:- santa yah chaku kyu ubal rhe ho?
Santo to Banta:- Atmahatya karne k liye.
Banta:- To phir ubalane ki kya jarurat h?
Santa:- kahi infection na ho jaye.
santa aur banta ek baar tv par wwe
dekh rahe the tabhi achanak santa
chillaya:-Randi auraton se bachke
sala bahut khatarnak hai,anda taker
saale ka anda leja,
To Banta bola:-abe woh randy auraton
nahi randy orton hai aur woh dusra
undertaker hai anda taker nahi....