Santa: Chal Race Lagte Hai Jo
Haara Wo 1000 Rs. Dega..
Banta: Thik Hai Par Mujhe
Raasta Nhi Pata, Santa: Bas Tu
Mere Piche Piche Rehna. Banta:
Thanks Yaar Ur My Best Fend...!
Ek Dadi Uss Mohalle Mein Nayi-Nayi Gayi Thi,
Mohalle Mein Rashan Aur Kirane Ki Ek Hi Dukan Thi.
Uss Dukan Par Jakar Dukandar Se Boli- Tum Hamara Udhar Khata Khol Lo,
Tumhare Rashan Wagerah Ke Paise Ek Sath Mil Jayenge.
Acchi Baat H. Dukandar Ne Permanent Grahak Milne Par
Khush Hokar Kaha- Aap 30 Taarikh Ko Udhar Chukka Dena.
Dadi : Ha Jarur Lekin 30 February Ko
संता - “मेरा घर इतना बड़ा है कि लोकल ट्रेन आराम से चल सकती है !”
बंता – “बस ! अरे मेरा घर तो इतनाबड़ा है कि एक कोने से दूसरे कोने पर फ़ोन से बात करो तो रोमिंग लगती है… !”
Santa toilet gaya to
diwar per likha tha,
"duniya chaand per
phuch gai hai, aur tum
yaha baitho ho?"
Santa ne likh diya,
.
.
"bas ye kerke, me bhi
jaa rhaa hun."
Santa went to interview for FBI agent.
Interviewer: “who killed abraham
lincoln?”
Santa: “thanks for giving the job sir, i
would immediately start
investigation.“
Santa Introduces His Family :-
1.) Ye Meri Biwi GOOGLE KAUR
Ek Sawal Pucho To Das Jawab Deti Hai
2) Ye Mera Beta FACEBOOK SINGH
Ghar Ki Har Baat Poore Muhalle Tak
Pahuchata Hai
3) Aur Ye Meri Beti TWITTER KAUR.
Pura Muhalla Raat Din Ise Follow
Karta Hai
4) Aur Main Hu santa urf ORKUT
SINGH
Ab Mujhe Koi Puchta Hi Nahi.
Fashon Ka Zamana Hai Ek Ladki Ke T-Shirt Pe Likha Tha Amul The Taste Of India. Use Dekh Kar Santa Bahut Khush Hua, Aur Apni Pent Pe Likhva Liya Kurkure Tedha Hai Par Mera Hai.
Banto: Maa Ki Baat Manti To Aaj Ye Din Dekhne Ko Nahi Mila. Kitna Mana Kiya Tah Ki Tum Jaise Nikatu Se Shadi Na Karu. Banta: Sach Pathar Padhe Meri Akal Par. Mein Uss Bhali Aurat Ke Bare Mein Yuhi Soctha Raha Ki . Weh Mujse Chidti H. :smirk::smirk::smirk::smirk::smirk:
Santa 1st time plane par baitha,
jaise hi plane ka agla tyre upar utha,
santa pilot ko maarne laga.
or bola:main pehle hi dara hua hu or tu stunt maar raha hai
Santa Was Driving Car Very Fast,
Traffic Police Caught Him..
Santa: Sir, I Am Learning Driving..
Police: Without Teacher.?
Santa: Ya, Its Correspondence Course!