Santa aur Banta salon ke baad mile
Pata chala dono ki shadi ho gayi hai.
Santa: Kaisi hai tumhari BV?
Banta: Swarg ki apsara hai or teri?
Santa: Meri to abhi Zinda hai.
Banta: Yaar 2 Baar Tere
Restaurant Me Aaya, Par Dono
Baar Taala Laga Hua Tha..??
Banta: Tu Lunch Time Me Aaya
Hoga, Us Waqt Main Khana
Khane Ghar Chala Jaata Hoon..!
Golden Words By Martin Luther King.
If U Cant Fly, Run.
If U Cant Run, Walk.
If U Cant Walk, Crawl.
But Keep Moving.
Santa: Woh To Theek Hai,
Par Jaana Kaha Hai ?
Hahahaha
Santa ki loutri lagi aur
Woh ghar pr jakar apni wife se
bola...
Santa- Agar mere loutri lagi to
tum kya karogi.
Wife- 50% lekr tumhe chhod
dhungi.
Santa- yeh le 50 rupye aur nikal
yaha se.
Santa Roasted Chicken Khane K Baad Hadi Chaba Raha Tha,
Pas Baitha ek pandit roti Kha Raha Tha
Pandit Santa se pucha : Tumhare yaha kutte Kya Khate Hai?
Santa: Roti
संता - “मेरा घर इतना बड़ा है कि लोकल ट्रेन आराम से चल सकती है !”
बंता – “बस ! अरे मेरा घर तो इतनाबड़ा है कि एक कोने से दूसरे कोने पर फ़ोन से बात करो तो रोमिंग लगती है… !”
Daru ki vajah se Barbad Sharabi
engineer ne Kasam
li aur ghar se Daru ki khali bottles
fekne laga
1st fekte bola- Teri vajah seMeri
Naukri gayi
2nd fekte bola- Teri vajah se Mera
Ghar bika
3rd fekte bola- Teri vajah se Meri Biwi
chali gayi
4th uthai to vo bhari hui nikli toh bola-
Tu Side me
hoja pagli, Tu to bekasur hai...;-)
Ek Like toh banta boss
Santa dialled a phone number.
A computerizd female voice said,
"Apke Paas Paryapt Balance Nahi Hai".
Santa: Bas Janeman Tumse Baat Ho Jati Hai,
Itna Hi Kaafi Hai!
Santa: Biwi Se Ladai Khatm
Ho Gyi Kya?
Banta: Haa, Ghutne Tek K
Aayi Thi Mere Paas.
Santa: Achha? Kaise?
Bnta: Boli, Bed K Niche
Se Niklo, Ab Nhi Marungi.