Santa : Judge Saab, Mujhe Divorce Chahiye
judge : Kyun?
Santa : Meri Biwi Ne 1 Saal Se Mujhse Baat Nahi Ki
Judge : 1 Bar Phir Sochle Beta, Aisi Biwi Nasib Walo Ko Milti Hai
Santa: Yaar, Saamne Waale Makaan Mein Ek Ladki Har Roz Khidki Mein Se Rumaal Hila-Hila Ke Ishaare Karti Hai Per Kabhi Khidki Nahin Kholti. Ab Tu Hi Bata Yaar Kya Karun?
Banta: Behak Mat Bhai, Vo Ladki Tukhe Dekhkar Rumaal Nahin Hilaati.... Darasal Vo Us Ghar Ki Naukraani Hai Aur Khidki Ke Sheeshe Saaf Karti Hai.
Santa: kal rat mai bathroom gya, to dekha baha bhoOot tha..
.
.
.
.
.
.
Banta: fir kya huya?
.
.
.
.
.
.
.
.
.Santa: hona kya tha, maine kaha k aap hi karlo bhoOot ji.. Mera to waise hi nikal gya hai aapko dekh k..
Ek bar santa tree se ulta latak raha tha BANTA:are santa tu tree se ulta kyun latak raha he
SANTA:yar mere sir dard ki goli khai he ab dar lag raha he ki vo pet me na chali jaye to me ped se ulta latk gya@Hushain2
संता प्रवचन सुनकर घर आया और पत्नी को गोद में उठा लिया.
पत्नी : – क्या गुरूजी ने रोमांस करने के लिए कहा है ?
संता : – नहीं पगली, उन्होंने तो कहा है कि अपने दुःख खुद उठाओ …!!!