Banta ped pe chada to upar baithey bandar ne poocha: Upar kyon aaya?
Banta: Apple khane.
Bandar: Yeh to aam ka ped hai.
Banta: Pata hai, apple saath laya hoon.
Santa banta jokes in hindi
Santa banta se: MBA ka matlab kya hota hai?
Banta santa se: nahi pata.
Santa banta se: Are aaj kal har jagah MBA ki dhoom machi hai.
banta: bata phir.
Santa banta se: MBA ka matlab "Mai Bhi Anna"
Santa was busy removing a wheel from his auto.
A man asks Santa why are you removing a wheel from your auto.
Santa- Cant you read the board. Parking is only for 2 wheeler.
Preeto Santa Se Puchti Hai
Preeto: “Kitna Pyar Karte Ho Mujhe?”
Santa: “Shahjhan Jitna”
Preeto: “Sachii, Mere Marne Ke Baad Taj Mahal Bnaoge?”
Santa: “Main Plot Bhi Le Chuka Hoon Pagli, Der To Tu Kar Rahi Hai“
Doctor: Kaise Aana Hua?
Santa : Doc Sab, Tabiyat Theek Nahi hai, Liver mein Pain ho raha hai.
Doc: Daroo Peete ho??
Santa: Haan, Par Chhota Peg hi Banana.
Santa In Coffee Shop Wth Wife. Santar: Jldi Pi, Coffee Thandi Ho Jaye Gi. Wife: Ki Frk Painda Hai? Srdar: Bewakuf Rate List Dekh Hot Coffee Rs.15 Cold Coffee.45
संता का 60वां जन्मदिन था . बंता - ये केक :birthday: पर बल्ब :bulb: क्यों लगाया है :flushed: :flushed: . संता - 60 मोमबत्तियां लगाने मे मुश्किल हो रही थी इस लिये 60 वाट का बल्ब :bulb: लगा दिया:stuck_out_tongue_winking_eye::smile::joy::stuck_out_tongue_winking_eye: