santa aur banta ek baar tv par wwe
dekh rahe the tabhi achanak santa
chillaya:-Randi auraton se bachke
sala bahut khatarnak hai,anda taker
saale ka anda leja,
To Banta bola:-abe woh randy auraton
nahi randy orton hai aur woh dusra
undertaker hai anda taker nahi....
Santa- Tu Mirror ke samne baith kar kyun
padhta
hai?
.
.
.
.
.
.
Banta- Iske 3 fayde hain.
.
.
1. Sath me revision ho jata hai.
.
.
2. Khud pe nazar bhi rehti hai.
.
.
.
3. Padhne ke liye company mil JAti.
Santa Doodh Wale Ki Dukaan Pe Jata
Hai,
Aur Kehta Hai.
Santa: Tumhari Shop Ka Doodh
Kharab Hai,
Sharbat Mein Dala Phatt Gya
Doodh Wale Ne Hairani Se Poocha:
Konse Sharbat Mein Dala Tha?
Santa: Niimboo Pani Mein
संता: यार तूने तो कहा था कि यहाँ घुटने तक पानी है, लेकिन मैं तो डूबने वाला था?
बंता: बात ये है कि मैं भी यहाँ नया हूँ, मैंने सुबह बतखों को यहाँ तैरते देखा था, उनके तो घुटने तक ही पानी था।
Banta Singh: "Yaar Santa,
Last Year The Name-Plate Outside ur House Read Santa Singh B.A.
This Year It Read Santa Singh M.A.,
Wen Did u Finish urs Masters Degree?
Santa Singh: "You Don't Understand.
Last Year My Wife Died,
I Put B.A. To Indicate Bachelor Again.
Den I Took A Second Wife, So M.A. Is Married Again
Santa kumbh k mele me pray kar raha tha...
.
.
Hey prabhu nayay karo..
.
.
Hey prabhu nayay karo...
.
.
.
.
Hamesha Bhai-Bhai bichadte hai
kabhi pati-patni pe bhi to try karo...
:: Best santa banta jokes in Hindi ::
Santa Qabristan Me Charas Pi Raha Tha
Police=Kya Kar Rahe Ho ?
Santa=Abbu K Liye Dua,
Police=Ye To Bachche Ki Qabr Hai
Santa=Abbu Bachpan Me Hi Mar Gaye The.........
Ek Bar Santa Ka Interview Tha
To Us Pucha Gaya K Duniya Ki
Eaisi Konsi Wife H Jisko Ye
Pata Hota H K Uska Husband Kaha
H To Santa Ne Apna Khatarnak
Dimag Lagaya Aur Bola Vidhva Aurat.
by nadeem
Army training k dauran
1 officer ne Santa se
pucha :- yeh hath me
kya hai ?
Santa :- Sir yeh banduk
hai.
Officer :- yeh banduk nhi
tumhari izzat or shaan
hai, tumhari Ma hai
Maa !!!!
then officer to another
sipahi ( Banta ):- yeh
tumhare haath me kya
hai ?
Banta :- sir, yeh Santa k
Ma hai or hamari Aunty
hai Aunty.......:-D
chetan
Santa-banta ek dawat me gaye...
.
.
.
Ek aadmi ne pucha : aap dono
kaun...???
.
.
.
Santa : mai ladke walo ki taraf se...
.
.
.
Banta : aur mai ladki walo ki
tarafse...
.
.
.
Aadmi : kamino aj mere baap ki
13vi h yaha...
Santa Doodh wale ki Shop pe jata hai,
Aur kahta hai.
Santa;TUmhari shop ka Doodh Kharav hai,
Saravat mai Dala Fat gya
Doodh Wale ne
Hairani se Poocha;
Konse Sarvat main dala Tha?
Santa;Nimboo Pani Main.