संता टीचर - जब बिजली कड़कती है तो चमक पहले दिखाई देती है और आवाज बाद में सुनाई देती है … क्यों ?
.
.
.
बंता स्टूडेंट - क्योंकि हमारी आँखें आगे हैं और कान पीछे … !!!
Interviewer - Aapko, Kitne Saalo Ka Experience Hai.???? . . . Santa - Sir, Maine Kabhi Saalo Ko Try Nahi Kiya, Lekin Mujhe 2 Saaliyo Ka Experience Hai.
Santa: Woh ladki kitni sundar hai!
Banta: Mujhe uska naam pata hai.
Santa: Kya naam hai uska?
Banta: Woh bank mein kaam karti hai, uske counter ke upar uska naam likha tha "CHAALU KHAATA"
Santa: mere frnd ne chupke se
Mere mobile se meri gf ka no:le
liya.
Banta: fir kya hua..?
Santa: Bewakoof kal raat se
Apni bahen ko Romantic msgs bhej
raha hai.
ha
ha
ha
Lady Doc: Tum roz subah clinic ke bahar khade ho kar auraton ko kyon ghoorte ho?
Santa: Ji aap hi ne bahar likha hai: Auraton ko dekhne ka samay 9am-11am.
SANTA ~Apka kutta to sher jaisa dikhta hai kya khilate ho ise,..?
BANTA ~abe wo sher hi hai saala PYAAR-WYAAR k chakkar me kutte jaisa dikhne laga hai.
Banta:how did u got a new car? Santa:A girl drove me to a beach,
took her cloth & and said: take what do u want & i
took car banta: good yaar kapde ki karne si.
Ek Kasai Chicken Kabab Bectha Tha.
Weh Milawat Ke Iljam Mein Pakda Gaya.
Adalat Mein Usne Qabul Kiya Ki Weh
Murge Ke Meet Mein Kisi Aur Ka Meet Milata Tha.
Judge : Aur Kis Chij Ka Meet ?
Kasai: Kutte Ka Hujur.
Judge: Kitni Milawat Karte The.
Kasai: Barabar Ki
Judge: Kya Matlab?
Kasai: Ek Murga, Ek Kutta
Santa found answer to the most
difficult question ever- What comes
first -
the chicken or the egg?
.
.
.
.
.
.
.
O yaar, jiska order pehle doge, vo
ayega!