Mahila: Doctor Sahab, Kya Mein Injection Lagwane Ke Baad Thik Ho Jaungi.?
Doctor: 100% Aap Thik Ho Jayengi.
Survey Ke Anusar Iss Injection Se 5 Mein Se Kewal 1 Thik Hota H
Or Aap Se Pehle 4 Marr Chuke H.
Banta owned a factory.
He issued orders that only married
men would be employed.
Friend asks: Why this ?
Bant reply:
Because married men are more obedient.
Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya.
Santa: Ye 3 mahine mein bacha kaise ho gaya?
Biwi: Aapki shadi ko kitna time hua hai?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur meri shadi ko?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?
Santa: 3 mahine baad.
Biwi: Total kitne mahine ho gaye?
Santa: Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye!
time ka pata hi nahi laga?
संता का 60वां जन्मदिन था . बंता - ये केक :birthday: पर बल्ब :bulb: क्यों लगाया है :flushed: :flushed: . संता - 60 मोमबत्तियां लगाने मे मुश्किल हो रही थी इस लिये 60 वाट का बल्ब :bulb: लगा दिया:stuck_out_tongue_winking_eye::smile::joy::stuck_out_tongue_winking_eye:
Santa at petrol pump
Bhai 1rs ka petrol dal do.
Salesman: Bhai itna sara petrol
dalva ke kahan jana hai?
Santa: Jana kahan hai hum
to aise hi paise urate hain!!
Sir-"Samundar Mein Nimbu ka Ped Ho To Tum Kaise Todoge?"
Santa-"Chidiya Bankar."
Sir-"Aadmi ko Chidiya Tera Baap banayega!"
Santa-"Samundar Mein Ped Aapka baap lagayega!"