Santa Banta ne Hindi ka home work nahi kiya tha…
Hindi teacher ne unko ped par ulta latakne ki saza di.
Thodi der latakne ke baad Santa neeche gir gaya.
Hindi Teacher: Thak gaye kya?
Santa: Nahi pakk gaya..!!
isliye gir gaya.
Golu or Molu Bahut Achhe Dost Thhe Par Achanak Ek Hi Din Dono Mar Jate Hai Aur Ikathe Narak Mein Pahunchte Hai.
Golu Ne Molu Ko Dekha Aur Hairan Hote Hue Pucha.
Golu: ��Abe Tu Kaise Mara?��
Molu: ��Thand Se, Aur Tu?��
Golu: ��Mene Aatam Hatya Ki��
Molu: ��Kyu Be, Tu To Achha Bhala Tha Aur Khushi Se Jee Raha Thha?��
Golu: ��Yaar, Mujhe Laga Meri Biwi Ka Kisi Se Affair Hai, Ek Din Shaq Hone Pe Chaapa Maara Par Koi Nahi Tha, Sharm Ke Mare Maine Aatm-Hatya Kar Li��
Molu Ne Golu Ko Zor Se Thapad Mara Aur Bola.
��HARAMKHOR Agar Fridge Khol Ke Dekha Hota, To Na Tu Sharm Se Marta Aur
.
Na Mein Thand Se�� :-D :-D
Santa apni grlfrnd k saath 1st date
pe:"Ye meri pehli date hai darling..
.
.
.
.
.
.
agar koi galti ya kami reh jaye toh chhota bhai samajh k maaf kar dena..:p :
Sales-man Ne Santa Ka Darwaja
Khatkataya Aur Puchha
Sales-man: “ Ji, Cockroch Ke Liye
Powder Loge Kya? ”
Santa: “ Nahi, Hum Cockroch Ko Itna
Laad-Pyar Nahi Karte, Aaj Powder
Laga Denge To Kal Sala Deo Mangega
Santa Ji, Kya Baat H Aapke Piche Kutte :dog2:Pade H, Or Aap Hai Ki Hase:grinning: Hi Ja Rahe Hai ? Santa : Ji Dekhiye Na, Mere Pass Sim Airtel Ka H Aur, Vodafone Ka Network Mera Pitcha Kar Raha H.
Ek bar santa apni girlfriend ko apne ghar pe le ke gaya...
Usne sari khidki darwaje band kar diye,
sari lights off kar di or Girlfriend se kaha
.
.
.
.
.
Dekh meri watch me light jalti hai........
पप्पू:-यार ! मैं जो भी काम शुरू करता हूं मेरी बीवी बीच में आ जाती है । संता:-तू ट्रक:truck: चला कर देख, शायद किस्मत साथ दे दे | :smiley::smiley::smiley: