संता - “मेरा घर इतना बड़ा है कि लोकल ट्रेन आराम से चल सकती है !”
बंता – “बस ! अरे मेरा घर तो इतनाबड़ा है कि एक कोने से दूसरे कोने पर फ़ोन से बात करो तो रोमिंग लगती है… !”
Kaun Kitna Kanjoos Hai Iss Baat Ko
Lekar Santa Aur Banta Ke Beech Behas
Ho Rahi Thi.
.
.
.
.
Banta: “ Main Itna Kanjoos Hoon Ke
Apne Honeymoon ParAkela Hi Chala
Gaya Aur Apne Paise Bachaye.. :D
.
.
.
.
.
Santa: “ Arrey Ye Bhi Koi Kanjoosi Hui,
Meri Sun, Maine Apni Biwi Ko Apne
Dost Ke Sath Bejh Diya Aur Poore Paise
Bachaye...
Santa Jungle Se Gujar Raha Tha,
1 Ajgar Ko Ped Par Latakte Hue
Dekha To, Santa Bola: Is Tarah
Latakne Se Height Nahi Badhegi
Mummy Ko Bolo Complan Pilaye.
by@ kabir
Santa Library Ja Kar Puchta Hai:"Suicide Karne Ke Tarike ka Book Hai Kya.. ??
.
.
.
.
.
.
.
Librarian Ne Use Ghoor Ke Dekha Aur Puchha:"Wapas Karne Kon Aayega..:p :D :O :D
Santa Singh met with Banta after many months.
Santa to Banta: A & B, A & B, A & B, A & B, A & B...!
Bunta : Oye, Iska Matlab?
Santa : Arre Yaar, I Mean To Say - Long Time No C..!
Santa: Chal Race Lagte Hai Jo
Haara Wo 1000 Rs. Dega..
Banta: Thik Hai Par Mujhe
Raasta Nhi Pata, Santa: Bas Tu
Mere Piche Piche Rehna. Banta:
Thanks Yaar Ur My Best Fend...!