संता अपने खेतों पर गया हुआ था। वहां कुंए की जगत पर बैठे एक मेंढ़क से उसकी बहस हो गई।
मेंढ़क – तुम्हारे पास दिमाग नहीं है ।
संता – है ।
मेंढ़क – नहीं है ।
संता – है ।
मेंढ़क – नहीं है, नहीं है, नहीं है …..
और इतना कहकर मेंढ़क कुंए में कूदगया ।
संता – अरे नहीं है तो नहीं है परइसमें खुदकुशी करने वाली क्या बात थी ……
Santa Electric Shop Pe Gaya Aur
Dukandar Se Bola
Santa: Ek Kala Bulb Dena
Dukandar: Bhai Sahab,
Kale Bulb Ka Kya Karoge?
Santa: Yaar,
Dopaher Ko Andhera Karke Sone Ka
Mazaa Hi Kuch Aur Hai.
Santa In Coffee Shop With Wife..!
Santa: Jaldi Pi, Coffee Thandi
Ho Jayegi..
Wife: Ki Fark Painda Hai.?
Santa: Bewakuf Rate List Dekh..!
Hot Coffee = Rs 15
Cold Coffee = Rs 45
Santa 100 ke note par likha number dial kar raha tha.
Banta ne poocha: Yeh tu kya kar raha hai?
Santa: Dekh raha hoon, Gandhiji to chale gaye, par unka mobile kiske paas hai.
"Darling" said Santa to his new bride.
"Now that we are married,
do you think you can live on my small income?".
"Ofcourse dearest", she replied.
"But what will you live on?"
Santa Har Sunday Ko Holi Kehleta Tha.
Ek Baar Ek Aadmi Ne Santa Se Pucha,
Tum Har Sunday Ko Holi Kyun Khelte Ho?
Santa - Maine Kahin Padha Tha Ki,
"Sunday Is A Holi Day"
Santa : Main Ek Larki Ko 5 Lack Rupees De Kar,
Usse Daily Interest Leta Hu.
.
.
Tum Log Bhi Aisa Kro; Bara Maja Aayega,
.
.
.
.
.
Interest Ka Matlab Byaaj
.
Tum Kya Soch Rhe The U Dirty Mind.
Sir-"Samundar Mein Nimbu ka Ped Ho To Tum Kaise Todoge?"
Santa-"Chidiya Bankar."
Sir-"Aadmi ko Chidiya Tera Baap banayega!"
Santa-"Samundar Mein Ped Aapka baap lagayega!"