Salesman – Sir, cockroach ke liye powder loge kya?
Santa – Nahi..Nahi! hum cockroach ko itna laad-pyar nahi karte!
Aaj powder denge to kal DEO mangega…
संता- क्यों रो रहे हो?
बंता- हाथी मर गया है।
संता- ये तुम्हारा पालतू हाथी था क्या?
बंता- नहीं।
संता- तो फिर तुम क्यों रो रहे हो?
बंता- मुझे उसकी कब्र खोदने का काम मिला है !!!
Ek bhikhari road pe chilla rha tha- alah ke nam par ek rupaya de de.
Santa 100ka note dikhate huye bola 50rupya hai kya?
Bikhari excited ho ke- ha hai.
Santa to pahle use kharch kar na
santa: Yaar answer sheet par sabse pehle kya likhu? Banta: Yehi ki is answer sheet par likhe gaye sabhi answers kalpnik hainjinka kisi bhi book se koi smbandh nahi hai
Santa pe bijli ki taar gir gayi:
Santa tadap tadap ke mrne hi wala tha.
ki
Use yaad aaya..
bijli to 2 din se bnd hai,
wapas uth gaya or bola:
Sala! dara diya..!!
Daru ki vajah se Barbad Sharabi
engineer ne Kasam
li aur ghar se Daru ki khali bottles
fekne laga
1st fekte bola- Teri vajah seMeri
Naukri gayi
2nd fekte bola- Teri vajah se Mera
Ghar bika
3rd fekte bola- Teri vajah se Meri Biwi
chali gayi
4th uthai to vo bhari hui nikli toh bola-
Tu Side me
hoja pagli, Tu to bekasur hai...;-)
Ek Like toh banta boss
Santa apni bhabhi ko bahut maar raha tha,
Logo ne pucha:" kya hua santa..???
Santa bola:" meri bhabhi acchi aurat nahi hai,
.
.
Logo ne pucha:" kyu kya hua..???
Santa bola:" yaar mere dost mobile pe baat karte hai,
jis se bhi pucho:" kis se baat kar rahe ho..???
.
.
sab bolte hein:"
.
.
.
.
.
"TERI BHABHI SE...
Jeeto: Nai Car Aur Nai Pati Mein Koi Antar Nahi Hai. Dono Hi Sirf 2-3 Saal Theek Thaak Chalte Hein!
Santa: Puraani Car Aur Puraani Patni Mein Bhi Koi Antar Nahi Hai. Dono Hi Faltu Aawaaz Buhut Karte Hein!
Santa Har Sunday Ko Holi Kehleta Tha.
Ek Baar Ek Aadmi Ne Santa Se Pucha,
Tum Har Sunday Ko Holi Kyun Khelte Ho?
Santa - Maine Kahin Padha Tha Ki,
"Sunday Is A Holi Day"