एक पागल भैंस के ऊपर बैठकर घूम रहा था…!!! दूसरा: – तुझे पुलिस पकड़ेगी…!!! पहला: – क्यों…??? दूसरा: – अबे हेल्मेट नहीं पहना…!!! ;; ;; ;; ;; ;; पहला: – अबे नीचे देख, Four व्हीलर है – Four व्हीलर…. :slight_smile::smile::joy::smiley:
Boys vs Girls jokes...
ladka : ladkia pepsi ki botal ki tara hoti h.
jitna peo Utna zyada maza deti h.
ladki jal kar boli: ladkay juice k dabbay ki tara hoty h.
jb maza ane lagta h to khatam ho jata h.
bina dekhe tumhari tasvir bana sakata hu bin mile tere dil ka hal bata sakata hu hai mere pyar me itana dam ki teri aankho ka aansu mai apani aankho me la sakata hu.
Ek Hospital Ke Aage Ek Note Pe Likha Tha Yahan Normal Delivery 500/- Rupaye Mein Hoti Hai Aur Baniye Ki 10/- Rupaye Mein,
Ek Pandit Ne Ye Note Pada Aur Hairan Hokar Doctor Ke Pass Gaya Aur Puchha.
Pandit: “Hamari Itni Mehengi Aur Baniye Ki Itni Sasti Kyun?”
Doctor: “Kyun Ki Hamein Baniye Ki Delivery Mein Jayda Kaam Nahi Karna Padta Hai”
Pandit: “Wo Kaise ?”
Doctor: “Hum Dilevery Ke Samaye 1/- Ka Sikka Dikhate Hai, Aur Baccha Apne Aap Bahar Aa Jata Hai“
पापा (पप्पू से): तुम्हारे मैथ्स मेंइतने कम मार्क्स क्यों आए?पप्पू: अनुपस्थिति की वजह से।पापा: क्या! पर तुम तो उस दिन स्कूल गए थे।कहीं तुमने स्कूल बंक तो नहीं किया था?....पप्पू: अरे नहीं नहीं पापा! मेरे नहीं, एग्जाम में मेरे आगे बैठने वाली लड़की की अनुपस्थिति होने की वजह से।
Pyari Si "Raat" Me. Pyare Se "Andhere" Me. Payari Si "Neend" Me. Pyare Se "Sapno" Me. Pyare Se, "Apno" Ko. Pyara Sa "Gud Night". By-SHARAD:relaxed::relaxed::relaxed:
Dr. Pagal se:"Tum Pagal Q
hue ??
Pagal:-Maine 1 Vidhva se
Shadi ki,
uski Jawan Beti se Mere Baap
ne Shadi ki,
To Meri wo Beti meri Maa ban
gai,
Un k ghar Beti hui To wo meri
Behan hui,
Magar main uski Nani ka
Shohar tha isliye wo meri
Nawasi b hui,
Isi Tarah mera Beta apni Dadi
ka Bhai ban gaya or main
apne Bete ka Bhanja aur mera
Baap mera Damad ban gaya
aur mera Beta apne Dada ka
Saala ban gaya aur..aur..
.
Dr: Abey chup kr saale
kaminey mujhe b Pagal
karega kya. ??
1000 pages ki book kitne din me padhi
ja sakti h,
WRITER- 6 months
DOCTOR- 2 months
LAWYER- 1 month
Engg. student-ye batao exam kab
hai..raat bhar mai nipta denge