Wo Aag Hi Kya Jo Lag Ke Bade Nahi,
Wo Nasha Hi Kya Jo Sir Pe Chade Nahi,
Nahi Banta Tab Tak Koi Sachha Aashiq,
Jab Tak ishq Me Usko Do-Chaar Pade Nahi.
अर्ज़ किया है: पेप्सी कोक:wine_glass: पीने वालों; कभी लस्सी :beer:भी पिया करो; पेप्सी कोक:wine_glass: पीने वालों; कभी लस्सी:beer: भी पिया करो; "फ़ोकट में पोस्ट पढ़ने वालों कभी लाइक (Like) भी किया करो।"
Girl- mom sir kitane handsome h na....!
..
Mom- bete aapne se bado ko pita saman samjhna chahiye...
..
..
..
..
..
Girl- mom aap bhi na jab dekho tab aapni hi seting me lagi rahti ho...
I am sorry yaar, aaj tak maine tujhe avoid kiya,kai bar tujhse bat nahi ki,tujhse hath nahi milaya,
Sorry yaar mujhe pata nahi tha ki “AIDS” chhune se nahi failta.
पठान अपनी बीवी की क़ब्र पे ज़ोर-ज़ोर से पंखा चला के रो रहा था
किसी ने कहा : इतनी मोहब्बत, या अल्लाह...
पठान बोला : मरने वाली कह गई थी, मेरी क़ब्र की मिट्टी सूखने के बाद ही दूसरा निक़ाह करना
पता नहीं कौन साला रोज 2 बाल्टी पानी डाल जाता है
Log kahte hai
int(brick) ka jawab paththar se dunga.
Mere dost ne pucha paththar ka jawab kisase.....
Main bola
BAROOD se.
Us ne bola.
Uska jawab kisase.
Main bola-jab BAROOD blast hota.
Hai to har koi rakh ho jata hai.
Ha ha ha....
Tuta Taara Dekh Kar Dil Ne Kaha,
Maang Le Tu Fariyad Koi..
-*
-*
-*
Maine Kaha- Jo Khud Tut Raha Hai,
Kaise Puri Karega Wo Muraad Koi..
thoko like
dj rmt
Kab Kon Kisi Ka Hota Hai
Sab Juthe Rishte Naate He
Sab Dil Rakhne Ki Baatain He
Sab Asli Roop Chupate He
Aik Baar Nigahon Main Aa Ker
Phir Saari Umer Rulatay H.
Yaar ek time tha..
Jb har jawan ladki pagal Thi
mere liye...
Ek kiss krane k liye pagal hui
rhti Thi..
Me b pagal tha.
Unk cheekss pe kiss krta aur vo
kush..
Aur aaj agr Kisi ladki se time bhi
puchlu to Gali suna skti h.. Yaaro m to
bchpan me hi mst
tha..
Ab to bekar tym h.
Mom: Le Beta Naya Shirt Layi Hu Ek Bar Try Kar Le :)
.
Boy: Kabhi Bahu B La Diya Karo Try Karne K Liye :p
.
.
.
*Flying Chappal Successfully Received At 200km/hr* :(
Conversation between Police & Pappu ...
Police : where do u live ?
Pappu : with my parents.
Police : where do ur parents live ?
Pappu : with me.
Police : where do u all live ?
Pappu : together.
Police (tired) : Ok. where is ur house ?
Pappu : next to my neighbors house.
Police : and where is ur neighbors house.
Pappu : if i tel u, you wont believe me.
Police : tell me.
Pappu : next to my house !!
Police fainted , Pappu rocked
History Ki Teacher Ne Pappu Ko
Khada
Kiya Aur Sawal Puchha....
Teacher: “ Batao Ganga Kahan Se
Nikalti
Hai Aur Kaha Ja Ke Milti Hai???
”
Pappu: “ Madam, Ganga School Ke
Bahane Ghar Se Nikalti Hai Aur
Mandir
Ke Piche Vivek Se Jaakar Milti Hai.”
Tujhse Bicharr Kar Kya Hun Main, Ab Bahar Aakar Dekh;
Himmat Hai To Meri Haalat, Aankh Mila Kar Dekh;
Shaam Hai Gehri, Tez Hawaa Hai, Sar Pe Khari Hai Raat;
Rasta Gaye Musafir Ka Ab Diya Jalaa Kar Dekh;
Darwaze Ke Paas Aa Aa Kar Wapis Mudti Chaap;
Kaun Hai Iss Sunsaan Gali Mein, Paas Bula Kar Dekh;
Shayad Koi Dekhne Wala Ho Jaye Khairaan;
Kamre Ki Deewaron Par Koi Naqsh Bana Kar Dekh;
Tu Bhi Munir Ab Bhare Jahaan Mein Mil Kar Rehna Seekh;
Bahar Se To Dekh Liya, Ab Andar Jaa Kar Dekh!
अगर सभी भारतीय 90 दिन तक
कोई भी विदेशी सामान नहीं ख़रीदे...
तो भारत दुनिया का दूसरा सबसे
अमीर देश बन सकता है..
सिर्फ 90 दिन में ही भारत के
2 रुपये 1 डॉलर के बराबर हो जायेंगे..
हम सबको मिल कर
ये कोशिश आजमानी चाहिए
क्युकी ये देश है हमारा..!!!!
plz share & aap bhi sahyog kare Sagarr Se7en575