Aik Admi Raat Doston Ki Mehfil Se Late Ghar Gaya
Next Day Friends ne pocha
Wife ne kuch kaha to nahi?
Aadmi: Kuch khas nahi
ye do dant mai waisay hi niklawanay wala tha.
जब एक कुंवारे के दरवाज़े पर लिखा देखा: " Sweet Home" . और :sunglasses: . शादी-शुदा के दरवाजे पे : "ॐ शांति ॐ" :stuck_out_tongue_closed_eyes::grinning::grin::joy:
Do u no whats the difference b-w love marriage & arrange marriage?
jab hm khud kuwen main koden to love marriage or
jab kafi log mil kar dhaka den to arrange marriage.
Suhagrat pr-
pati- kaisa lag raha h janu?
Wife- ji bahut bura.
Pati- kyo?
Wife- aaj tak GSM thi koi b sim dal jata tha.
Bt ab CDMA ho gyi hu kewal 1 hi sim daalna padega.
aqalmand aur samajhdar aadmi jb koi khaas aur eham faisla krta hai to apni aankhen band krta hai, buhat sochta hai, apne dil ki sunta hai, apne dimagh ko use krta hai, aur aakhir mein wohi krta hai jo
.
.
.
.
.
.
.
.
us ki biwi kehti hai:)
Husband nd wife are like liver and kidney.
Husband is liver nd wife is kidney.
If liver fails, kidney fails.
If kidney fails, liver manages with other kidney.
Ek Ghar Se Hamesha Hasne Ki Awaz Ati
Ksi ne Khush-Gwar Zindgi Ka Raz Pucha
pati Bola:Mri BV Mje Joote Se Marti Hy
Lag Jaye To Wo Hansti Hai. Na Lage To Main.
pati: Main tang aagaya hon,
Tum humesha Mera Ghar, Meri Car,
he kehti rehti ho.
Kabhi Hamara bhi keh diya karo.
Ab Almaari main kya dhoondh rahi ho?
Biwi: Hamara Dupatta.