GirL to another girl: "You are beautiful'
Other girl: "Thank you, you are beautiful too"
&
BOY to another boy: "You are handsome"
Other boy: "Tu Gay to nahi hai na saale?" :-P
Gana suna hi hoga
.
jeete lakdi marte lakdi dekh tamasa lakdi ka....
Lakdi mean Wood.
Sach ka kaha he kisi
ne dekh tamasa lakdi ka,
chahe Bollywood ka dekh ya Hollywood ka.
Amitabh Bachchan Ka Ek Gana Hai,"Jhoom Barabar - Jhoom Barabar"... Ye Gana Hit Hai,Par Gaya Galat Hai. Gana Hit Hai,Par Gaya Galat Hai, Kyu Ki... . . . . . . . . . . Ab Aap Hi Bataiye Ki Koi Jhoomega Toh Barabar Kaise Rahenga.
Teacher: Tum Late Kion Aye Ho? Student: Ammi Abbu Lar Rahy Thay Eslie Teacher:Wo Lar Rahay Thay Tu Tum Kion Late Aye Student: Mera Ek Joota Ammi Ke Pas Tha Owr Ek Abbu Ke Pas :joy::smile::smiley::grinning::blush:
Tum haste raho. or haste raho. or haste raho. or haste raho, muskarate raho, sada khilkhilate raho. khush raho. mera kya hain. log tumhe hi. paagal kahenge ha ha ha
Bs....
ek ladki ko ek jadu ka chirag mila
Us ne us ko ragda to ek Jin nikla,
.
Jin ne kaha:3 khwaishe
batao,
.
ladki :1 khubsurat Aalishan ghar
ho,
Ghar aa gaya,
.
ladki - dusri ghar main bahut amir
log rahte hoo
Log Aa gaye,
.
ladki - ab us ghr me jo jawan ladka hai, usko mera bf bana do :O :P
एक बच्चा नल से गिरते हुए पानी को देखकर बोला, पापा यह पानी कहां से आता है?
पापा: बेटा, नदी से।
बच्चा: पापा, मुझे नदी दिखाने ले चलो।
उसके पापा उसे नदी दिखाने ले गए, लेकिन बच्चे ने उन्हें नदी मे गिरा दिया। फिर बच्चा दौड़कर घर गया, और ममी से बोला, ममी, जल्दी से नल खोलो, पापा आ रहे होंगे।
WIF: Suna Hai Ke Jannat Mein
Husband
Ke Saath Wife Ko Nahi Rahne Dete
HUSBAND: Sahi Suna Hai,
WIFE: aisa Kyun.?
HUSBAND: are Pagali Isi Liye To
Use Jannat Kahte Hain..
Santa Ko Thane Mein Laya Gaya
.
.
Aur Police Inpector Ke Aage Pesh Kiya Gaya
.
.
.
Inspector: “Tumne Is Bechare Bikhari Ko Itna
Kyu Maara?”.
.
.
.
Santa: “Mene Isko Kitni Baar Bola Ki Main Aisa
Waisa Aadmi Nahi Hoon, Fir Bhi Sala Bolta
Hai,
.
.
."Ek
Baar De De Baba“ . :P :D