Phone karke sorry bol rhi thi..
.
Bol rhi thi jesa tum bologe vesa karungi.
.
Plzz mujhe chodd ke maat jao ..
. Mene Bhi Keh Diya Bhul Ja Mujhe.. .
.
.
.
.
. .
Pta nhi Kis ki Girlfriend thi.
Arz kiya hai- wo aapko ddur se dekhar apna duptta sambhal leti hai...
mai iss baat sehairan hu ki wo itni dur se aapki niyat kaise pechan leti hai?
Ya fir unki niyat me hi khot he
Santa Ko Thane Mein Laya Gaya
.
.
Aur Police Inpector Ke Aage Pesh Kiya Gaya
.
.
.
Inspector: “Tumne Is Bechare Bikhari Ko Itna
Kyu Maara?”.
.
.
.
Santa: “Mene Isko Kitni Baar Bola Ki Main Aisa
Waisa Aadmi Nahi Hoon, Fir Bhi Sala Bolta
Hai,
.
.
."Ek
Baar De De Baba“ . :P :D
Tabiyat theek nahi thi, Doctor ke paas gaya tha to doctor ne bola, ek pagal ko SMS bhej do sub theek ho jayega, ...Aur maine apko sms bhej dia . Ab zara acha lag raha hai.
Height of coolness:2 Guys coming out of theexaminatio n Hall with chips andcoke in hands....1st guy:which paper was it?...2nd guy:I think maths..... .1st guy:(surpr isingly) you readthe question paper?2nd guy: no I see a girl sittingbesides me using calculator ..
4 dino ka pyar o rabba lambi judai.
4 dino ki chandni, phir andheri raat.
4 kitabein toh padh li, ab 4 paise bhi kama lo.
Akhir hamari bhi 4 logon me koi izzat hai.
Ye baat 4 log sunenge to kya kahenge...
ke 4 din ki aayi bahu ne ye kamal kiya...
4 din toh ghar mein tik ke baith jati...
Tum se kya 4 kadam bhi nahi chala jata?
Wo aai aur 4 bateein suna ke chali gayi.
4 bottle vodka kaam mera roz ka..
@Love.Sp
Kya mast air chal raele hai
Cow log grass eat kar raele hai
Dog log bark bark kar raele hai
Shaane log SMS kar raele hain
DHAKKAN log SMS padh raele hai.
12 Saal K Ladke Ne 20 Saal Ki Ladki Ko Phool Dia
Ladki Ne Kiss Dia
Wo Ghabra K Bhaga
Ladki Ne Pucha:
Kya Hua
Ladka:
Guldasta Le K Aa Raha Hu.
jo samjha thoke like
लड़को और लड़कियो मे भेदभाव स्कूलो से ही
सिखाया जाता है
.
.
.
.
एक तो लड़कियो को लड़को से अलग आगे बैठाएँगे
और
लड़को के लिए 5 डंडे और लड़कियो के लिए 2 डंडे...
Rule Of Boys-
Phulo Ki Mahak Churayi Nahi Jati
.
.
Suraj Ki Kirne Chupayi Nahi Jati
.
.
.
Kitni B Beautiful Ho Apni
Girlfriend Par
.
.
.
.
Dusri Ladkiyo Se Nazar Hatai Nahi Jati
Ek sardar se kissi ne poocha k
sardar ji agar app ko garmi lagy to app kya karo gay?
Sardar: jenab hum a.c k pass ja k beth jain gay.
Admai: agar phir bhi appko garmi lagy to kya karo gay?
Sardar: jenab tab hum a.c on kar lain gay.Hushain2
.
INDIA :-
Kabhi noto ke liye mar gaye,
.
Kabhi voto ke liye mar gaye.. .
.
kabhi sheela ki jawaani ke liye mar
gaye..
.
kabhi jalebi bai diwaani ke liye mar
gaye..
.
Kabhi fb pr LIKE SHARE k liye mar
gye
.
kabhi jaati..paati ke naam par mar
gaye..
.
kabhi sarkaar ke kaam par mar
gaye..
.
.
kabhi ham aapas me do gaz
zamino ke liye mar gaye.. . .
.
hote aaj Veer BHAGAT SINGH to
kehte..
yaar SUKH-DEV . RAJGURU ,
Ham bhi kin kamino ke liye mar
gaye..