1 admi doston ki mehfil se raat late ghar gaya
dosto ne pucha k wife ne kuch kaha to nahi
admi bola nahi kuch khas nahi bus ye
2 dant to mai wesay bhi niklwane wala thaHushain2
Boy : aaj mere dil ka operation hai .
Girl : pata hai be darta q hai me hun na .
Boy : i love u
girl : Me bhi bahot pyaar karti hun tujhse ..
.
Operation ke baad jab ladke ko hosh aaya
to sirf uska papa hi samne khada tha.
Boy : papa meri dost kahan hai.
Papa : tumhe nahi pata tumhe dil kisne diya.
Boy : what!
Aur
zor zor se ronelaga
tabhi dil se aawaz aai ro mat main tere sine
me hamesha ke liye zinda hun..!!
Purani Soch: Karo ya Maro.
Nai Soch: Marne se Phle kuch karo!
Ekdam Nai Soch: Jab tak kuch kar nahi lete maro mat!
Hamari Soch: Koi Bataega Sala karna kya hai?
Pappu ne Ghar ka Darwaza ukhara or kandhe pe rakh k Bazar me gya..
.
.
1 Admi ne poucha:" pappu, Drwaza Bechna hai kya.. ??
.
.
Pappu:" Nhi Re Tala Khulwana hai.. Chabi gum ho gyi hai..
Hanso mat Joke abhi aage hai..
.
.
.
.
Admi pappu se:" Agar ghar me chor ghus gaya to.. ??
.
.
Pappu:" Abe Dhakkan Andar kaise jayega darwaza to humare paas hai..
Boy - Papa Ghar Pe Meheman Aaye Hai,
Sharbat Banane Ke Liye
Nimboo Nahi Hai,
Kya Karu??
.
.
.
.
.
.
Dad - Aare Darta Kyu Hai,
New Vim Bar Mein
100
Nimboo Ki Sakti Hai.
Daal De Do Boond...
Ek Doctor Jab Bhi Kisi Ghar Mein Jata,
To Log Uske Samne Apni Kisi Na Kis Bimari Ka Jikar Ched Dete,
Aur Ilaaj Ke Bare Mein Uski Salah Pucthe,.
Usne Tang Hokar Ek Tarkib Nikal Li.
Ab Koi Bhi Usse Tabiyat Ki Kehta To Wo Kehte Hai,
Aap Kamre Mein Jakar Apde Nikal Lo Mein Abhi Aata Hu.
Ek ladki ne mujhe frnd request
send
ki.
Mene puchha:
do I knw u?
.
Usne reply diya:
aap mujhe kese pehchanto ho?
.
Aadhe gante tak yahi behesh krti
rahi par ye nhi boli ki,
English nhi aati, hindi me
bolo :-P :-)
आधार कार्ड का ऑफिस बंद था ,
कार्ड बनवाने के लिए लम्बी लाइन लगी हुई थी ,
एक आदमी बार बार लाइन में आगे जाने की कोशिश कर रहा था ,
लोग बार उसे पीछे पकड़ कर खीच देते थे ,
उसने 4-5 बार कोशिश की ,
फिर हारकर बोला –
लगे रहो लाइन में सालो ,
आज ऑफिस ही नहीं खोलूँगा
Ek Pagal Dusre Pagal Se,
Main Torch Jalata Hu,
Tu Uski Light Pakar Kar Upar Chand Pr Ja.
Ye Sun Kar Dusre Pagal Ne Kaha
K, Mujhe Pagal Samjha Hai,
Tune Kahi Bich Me Light Off Kar Di To.
कमजोर दिल वाले ईसे ना पढें…. खतरनाक
शायरी
खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था
खिडकी से देखा तो रस्ते पे कोई नही था
वाह वाह
फिर रस्ते पे जाके देखा तो खिडकी मै
कोई नही था
Indian Banks Description
IDBI-Itna Dhan Bina Income
SBI-Sab Bhikari Idhar
HDFC-Har Dum Fakir Chand
HSBC-Hum Sabse Bade Chor
Bank of Baroda-Bank Of Bhangis