• Categories
  • Funny SMS   2047
  • Dil ko sabse jyada dard kab hota Hai . "Jab aap mobile charzing pe laga ke jaye or do ghante bad akar dekhe ki sweth board par batan hi off tha"
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • All theater silent -Police at rest -Mobile companies in loss -Gift shop in loss All boys were university topper.
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • DON Ka Intazar 11 Colleges Ki Larkiyan Kr Rhi Hain Par,,,? DON Ka College Jana Mushkil He Nahi Na Mumkin Hai, Q K ? ? ? ? ? DON Matric Fail Hai… Khan
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • आज बैठा सोच रहा था कि दो चीज़ें बड़ी जल्दी हाथ से निकल जाती हैं, समय और... . . . . . . . . . . . . आम की गुठली!
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Raat Ko Padhte Padhte Ek Khayal Aaya, Uthaya Pen Aur Paper, Aur Ek Nayi Equation Banai, Bed + Razai = Bhaad Me Jaye Padhai. K.k
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Bihar Ki GaLi Mai Paan Ki Dukan, Devdaas Ne Dekhi Paro Ki Muskaan, Devdas Ne KhiLaya Paro Ko Paan, Khaa Ke Paan Paro BoLi "Shukriya Bhai Jaan."
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Raat Ki Tanhai Me Jab Koi Aahat Tumhe Jagaye, Chupke Se Koi Tumhare Bed Ke Pass Aaye, To.? ? ? ? To.? ? ? ? To. Abe Dhakkan Chilla Zor Se, "CHOR... CHOR..."
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Dushman haste rahenge, Parwah na kro, Pyar kia hai to izhaar kro, Sandal aur chappal ki maar se na dro, Ashiq ho to ashiqi kro, Chup chup k apni lela se milo, Agar dekh le uska baap, Darr kr bhago keu ki baap hi krta hai paap aur ho jata hai ashiqe ka top, So top pe na aana ashqi fir bhi nibhana... Love forever ...
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Aap ki yaad main ek shair arz hai. Today is Monday, tommorow is Manglwar. Wah wah Today is Monday, tommorow is Mangalwar.. I Miss u Yaar I Miss u Yaar.. :-)
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Girl:- आज मॉल में तू क्या
    कर रहा था….????
    Boy:- :apple:का:pill:लिया….!!!

    Girl: – क्यों? तबियत को क्या हुआ
    जो फल और दवाई….???
    Boy:- अरे पगली Apple Ka Tablet लिया। Smiley Joke
  • 9 years ago



    Tags : Funny SMS , Funny Jokes , Hindi Jokes SMS
  • Ek officer ne jab apni girlfriend ko kamre mein aate dekha, to bahut hi sakhat lehaje mein apni, . khubsurat steno se bola – “agar office mein chair table ki kami h to, iska matlab ye nahi h ki tum meri goad mein cha dkar baith jao”
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Mujhe ek Ladki ka fb pe msg aaya.. . . Aur boli apni itni Cute Si pic fb pe mat daala karo.. . . . i said why.. ?? . Ladki boli . . . . . . . . . . . . . . . . Lipstick se mera phone ganda ho jata hai… . ab kya karu main ? Aap batao. Ankit
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Husband: Apne Chehre Se Julfe Hatalo.. Wife: Sajna Aap Bhi Na.. Husband: Agli Baar Khane Me Baal Aya To Maa Kasam Tuje Sajni Se Gajni Bana Dunga..
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Madras Ka Naam Chennai Kyse Hua? . . . . . ?? . . . . ?? . . . ? . . . . ?? . "No Idea? Then Get Idea" Madrasi Ra "Lungi" Pahenta Hai,. And Lungi Me "Chen" "Nehi" Hai,, . "Chen....Nai". ;)
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • College ki har ladki ek"PHOOL"he. Use chahana ek"BHOOL"he. Jo usame "MASHAGUL"he. Samzo usaki A.T.K.T.Ke chances "FULL" he... Khan
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • एक हाथ में लिपस्टिक
    – दूसरे में मोबाइल
    – एक कान कुकर की सीटी पर
    – दूसरा वाट्सएप की नोटिफिकेशन पर
    – एक आँख टीवी पर
    – दूसरी पति की हरकतों पर
    कौन कहता है नारी जीवन आसान है..
  • 9 years ago



    Tags : Funny SMS , Funny Jokes , Hindi Jokes SMS
  • Phoolon mein gulab achha lagta hai, har chehre par shabab achha lagta hai, aap hamesha naak se chuhe nikalte rahen, hamein aapka yahi andaaz achha lagta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS