Santo :- Akhir Tum Itni Pareshan Ku Ho.
Banto :- Raat Main Eek Sapne Dekha H. Or Sapne Me Mere Pati Kisi Ladki Ke Ssath Hath Meikn Hath Daal Ke Bahar Ghum Rahe The.
Santo:- Tum Itni Pareshan Ku Ho Rahi Ho Wo Sirf Sapna Tha.
Banto: Jab Mere Sapne Mein Wo Aise Kar Sakte H To Apne Sapno Mein Kya Karte Honge.
Indian Govt kahti hai ki
ek ladki padhai kar le to pariwar ke 4 logo ko shikshit krsakti hai.
.
.
.
pr ek ladki colge jaati hai to 40 ldke FAIL ho jate h.
uska kya??
Meray dil mai dhoom jis larki ne mcha “rakhi” hai
Naam us shokh Haseena ka “Allah-rakhi” hai
Main “Allah-rakha” hoon, Wo “Allah-rakhi” hai
Shayad Allah ny wo mere liye hi bana “rakhi” hai
Kehtay hain k “rakhi”hui cheez hi kaam aati hai
Is liye mene”rakhi” se laga”rakhi” hai
Ab Haqiqat to ye batany k liye “rakhi” hai
Ke “rakhi” ne raton ki neend ura “rakhi” hai
Ye kya tumne “rakhi rakhi” laga “rakhi” hai
Kambakht”rakhi” ne to ksi or se laga “rakhi” hai
Shadi Me Photografer BanneKa Kuch Aur Hi Maza Hai,
Ladkiyan::
Meri Lo Na,
Meri Akeli Ki Lo,
Ye Meri Frnd Hai,
Hum Dono Ki Sath Me Lo.
Khade Khade Lena.
लड़की (फोन पर) ब्वॉयफ्रेंड से-
आज मेरे पापा ने मुझे तुम्हारे साथ बाइक पर देख लिया।
लड़का डरते हुए- तो उन्होंने क्या किया?
लड़की- उन्होंने बस के टिकट के पैसे वापस ले लिए।
मेरे पापा बहुत सख्त हैं।
Ek Aurat Ki Aankh Sooji Hui Thi
Padosan: Kua Hua
Aurat : Pati Ne Mara
Padosan: Lekin Tumhare Pati To Delhi Gaye Hue The,
Aurat : Maine Bhi Yahi Socha Tha. Lekin Wo Bed Ke Niche Nikle.
Ek ladki apny boy friend k sath nai car main long drive par ja rahi thi achanak ladki kehnay lagi, “suno ! kya tum ek haath se garri chala saktay ho ?”
“Kyun nahi” ,ladkay ne baday fakher se kaha.
Ladki ne aahista se kaha, “to phir doosray haath se apni naak saaf kar lo.”
Bahoot Royee Woh Hamare Paas Aa Kar,
Jab Ehsaas Huaa Unhe Apni Ghalti Ka,
Chup Kar Deta Main Apne Mehboob Ko,
Agar Chehre Par Hamare Kafan Na Hote ! Sagarr Se7en575