Ek faqir tha..
bhik mangne k liye masjid k bahar baitha tha..
Sab namaazi ankh bacha kar chale gaye aur use kuch na mila..
Wo phir church gaya...
Phir mandir aur phir gurudware.
Lekin usko kisi ne kuch na diya..
Aakhir 1 beer bar k bahar aa kar baith gaya..
Jo bhi sharabi bahar nikalte woh uske katore me kuch daal dete..
Uska katora noto se bhar gaya...
Fakir bola...
"Waah re Prabhu" Rehte kahan ho aur address kahan ka dete ho...!!
વરસાદ:cloud_rain: પડે તો મોર :feet:આવે છે. દરવાજા:shinto_shrine: ખુલ્લા હોય તો ચોર:runner:આવે છે. મેસેજ:envelope_with_arrow: થાય છે સાવ મફત મા તોય લોકો:man::man::girl::boy: ને કરતા જોર આવે છે…… . . . . અહિં કવિ પાસે જીઓનું સિમ આવ્યુ છે એટલે હોશિયારી કરે છે
Amul ghee ki Ad. ke liye Rajpal Yadav
ko sign karne gaye...Rajpal:- isme to
Sunny Deol ko lena chahiyeDirector:-
wo toh hain hi ..!Rajpal:- to mujhe
kyun?Director:- nakli ghee ka asar
dikhane k liye!
-MODERN DHAMKI-
teacher:- beta tumhara test ka result
aa gya he kal apne parents ko school
lekar aa rhe ho ya FACEBOOK pe tag
kar ke sab ko dikha du...??
Mom:Beta, tu apne baal kyun nahi katvaata?
Son:Yo Mom! Its FASHION, you know!
.
.
.
.
Mom:Arre wo to theek hai…… par log teri behen ko dekhne aate hain….aur tujhe pasand kar jaate hain!!
Lady Beggar:" Aee.. bhaiya 1 rupya de de.. 3 din se bhuki hu...
.
.
.
.
Pappu:" 3 din se bhuki hai toh 1 rupye ka kya karegi...??
.
.
.
.
.
Lady Beggar:" waight dekhungi kitna ghat gaya hai...
I misses that day of mah liye wheni used to play on the ground...When i used to hoot mah teachers...When i used to teased mah frnds....Nd when i used to participate inthe programmes...That everythingi missed most....Nd still i want toback my school days....Bt it didntso..! :-(
Husband : "Kaisi ho Jaanu, tum mujhe miss kar
rahi hogi toh socha call kar loon ?"
Wife : "Aur subaah jo ladai hui thi, woh kya tha..?
Itna hi pyaar aa raha tha toh ladai kari hi kyun
subaah subaah. ." ??
..
..
..
..
Husband : Silent....thinking ... (Saala yeh toh
ghar ka number lag gaya!!) :D
GIRLS PC FOLDER:
C/DESKTOP/SONGS/ROMANTIC SONGS
.
.
.
.
.
BOYS PC FOLDER:
C/WINDOWS/SYSTEM32/DRIVERS/STUDY MATERIAL/IMPORTANT FILES/EDUDATION ALL STUFF/DATA STRUCTURE/"SUNNY LEONE.AVI"
Ek pagal ek dusre ganje pagal ke sar pe lipstic laga raha tha.....
Ganja-mere sar par lipstic kyon laga rahe ho?
Pagal-pagal main tere sar ka mind-makeup kar raha hoon......
Ek Aadmi Library Ja Ker Puchhta Hai
Aadmi: “Sucide Karne Ke Tarike Wali Book Hai Kya?”
Librarian Ne Use Ghoor Ker Dekha Aur Puchha: “Wapas Karne Kaun Aayega? Saale“
By - Meena Mishra.