• Categories
  • Funny Jokes   4862
  • Police: Hume Aapke Ghar Ki Talaashi Leni Hai, Suna Hai Aapke Ghar Me Visfotak Saamagri Hai..? Santa: Khabar To Bilkul Pakki Hai, Par Abhi Wo Maayke Gayi Hui Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • ZARIN aur KATRINA dono hi Ek jaisi aur gori hai Q? Qki dono k nam me RIN ata hai RIN de chaunkane vali safedi....!! Hahahaha
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • સામાન્ય લોકો - મને ટોયલેટ જવું છે.

    કવિ લોકો !
    મલકાય છે પેટમાં કોઈ લહેર એવી,
    લાગે છે એને કોઈ કિનારાની તલાશ છે..:sweat_smile:
  • 6 years ago



    Tags : Kavi Jokes , Gujarati Jokes , Funny Jokes
  • Itne saal hue Daya ki Koi Girlfriend nahi hai . . . Itne saal hue Daya ki Koi Girlfriend nahi hai . . ACP: Abhijeet pata lagao ye Daya kahin Gay toh nahi hai:P
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • LOVE ke bare mein kuch pata hai kya? . . . . LOVE kya hai janna chahte ho? . . . . . LOVE Sri Ram ji ka BETA tha.! Aur Adhik jankari ke liye RAMAYAN padhe.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Ek Murgi Aur Uske 3 Bachche Road Cross Kar Rahe The... . Road Cross Karne Ke Baad Murgi Ke 1 Bachche Ne Kaha..... , . Hum Saaton Ne Road Cross Karli.... . . 7 kaise.. ?? . . . . Socho, . . . . . Read Messege Again, . . . . . . . Thoda Dimag Lagao., . . . . . . . . . . . . . . . . . . . . Arre Yaar! Bachche Hai Kuch Bhi Bolte Rehte Hai... . . . Tum Tension Matt Lo...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Ek ladka apni girlfriend ko le ke ghumne jaata hai. . . aur bahut tez barish ho jati hai . . Socho bahut tez barish me kya hua hoga..??? . . Socho.. . . Socho.. . . Nahi pata... . . . Ladki ka makeup utar jata hai.. & Ladka darr k bhaag jata hai... !!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Brilliant Answer By Boy Friend on Break Up... . . . . . . . . Girl ; Tumhe Mere Jaisi Ladki Nahi Milegi . . . . . . . . . . . . . Boy ; Chill Sweethrt Mujhe Tu Hi Nahi Pasand To Teri Jaise Kyu dhundunga kamini...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Muskurana to har ladki ki adaa hai, wah wah.. Gor farmaeye, muskurana to har ladki ki adaa hai, use jo pyar samje wo sabse badagadha hai...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Kia Halat ho Gayi Hai Zamaane Ki Sab Ki Aadat Ho Gayi Hai Paise Bachane Ki Sms To Company Ne Kab K Saste Ker Diye Par Fitrat Nahi Badli Tumhaari Chillar Bachane Ki...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Najoomi: Tumhri life men 14 larkyan ayen gi Boy" Oh yess... What a life!" Najoomi: Ziyada khush mat ho. 1 Biwi or 13 betyan hongi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Aaj khane me Roti, Sabji Aur Daal hai, Wah wah. Aaj Khane me Roti, Sabji Aur Daal hai. ACP - Oh My God Daya, Is Khooni Ki Biwi To MAAL hai...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Girl: Jaanu, Mujhe kisi mehnghi jagah pe ghumane le chalo na. . Boy:Chal,taiyaar ho ja. Pehle Petrol pump fir gas agency, baad me sabji mandi chalenge.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • एक छोरा अपनी गर्लफ्रेंड को लेकर पिज़्ज़ा हट में गया। छोरा : क्या लोगी? गर्लफ्रेंड: कढ़ी चावल मंगवा लो। . . . . . . . वेटर हँसते हुए बोला, ‘सरकारी स्कूल की लड़कियां पटाओगे तो ऐसा ही होगा।’
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Gabbar:- Kitne Admi the? Sambha:- Srkr 2. Gabbar:- Mujhe ginti nahi ati, 2 kitne hote he?? Smb:- 2 1 ke Baad ata he. Gab:- aur 2 k pehle?? Smb:- 2 k pehle 1 ata he. Gabbr:- To bich me kaun ata he? Samb:- Bichme koi nahi ata. Gab:- To fir Dono ek sath Q nahi ate? Smb:- 2 1 k bad hi aa sakta he Qki 2 1 se bada he Gab:- 2 1 se Kitna bada he? Samba:- ullu k patthey, kaminey goli marni h to mar de, tera namak khaya hai, chavananprash nahi. yo frnds enjoy d dy.....
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • GREAT INSULT GIRL: meri har sans pe kai ladke marte hai... . . . . BOY: to tu koi achchha wala toothpaste use kyu nhi karti Saini g Star Alok saini Boys Thoko Like
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes