FARHAN & RANCHO
scooty pe ghumne gaye
achanak RANCHO ud gaya
Q?
Qki
Behti hava sa
tha w0
udti patang
sa tha w0
Ab Msg Padhna Bandh Karo Or
kaha gaya use DHUNDO..
He: Hi, How are you?
She: Sorry busy!! Baad Me Baat Karti hu Muje Late Ho Raha Hai Dinner Ke Liye Hotel Taj Me
He: Baby Aap Kuch Bhool Rahi Ho
She: Kya?
He: Apni Aukaat :D
1 ladki rat me akeli or
Ratt me itna sannata or
5 ldke uske piche, kya hoga?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Jaanne k liye dekhiye CID,
Shukravar or Shanivar rat
10 bje sirf SONY par.
Gabbar to Thakur : ye hath muje dede thakur... Thakur: le le,mere b lele..Basanti k b lele,Jai aur Viru k b lele..chahiye to Ramu kaka k b lele aur OCTOPUS ban ja sale.. Gabbar: sry yar tu to serious ho gya
असलम बहुत गुस्से में था, कि ATM की लिमिट सिर्फ 4500 की, और सप्ताह की लिमिट अभी भी 24000 है, जब उसको समझाया कि 7 दिन में 24000 रुपये निकालने के लिए महीने में 96000 रुपये कमाने होते है,
अब असलम शांत है, चुपचाप पंचर :bike:बना रहा है. :tractor::race_car::trolleybus:
Insaan jindgi me sab se jyada
Maafi kis se mangta hai?
Khuda se?No.
BOSS se?No.
WIFE se?No
Girlfriend se?No
Fir?
"Bhikaari se"
"Maaf karo Baba
Aage jaao.
Husband Sitting with His Wife in
Restaurant,
.
.
Drinking Beer n Says:- "I Love U"
.
Wife:- Is It U Or The Beer Talking ?
.
Husband:- Its Me, Talking To My
Beer, U
Shut Up"
Advocate :- talak karane ke liye Rs- 3000.
Husband :- Pagal ho kya?
PAndit ji ne Rs -101.mei hi shadi karvai thi.
Advocate :- Dekh liya sasta ka nateeja.
3 boys proposed a girl
.
1st: Mai tumhare liye
Apni jaan de sakta hu
.
Girl: Wo to sab kehte hain
.
2nd: Mai tumhare liye
Chand taare todkar la sakta hu
.
Girl: Purana dialogue hai
.
3rd: Main tumhari ACTIVA me Roz 1 ltr
Petrol dalwaunga
.
.
.
Girl: Ankho me ansu k sath
Pagal itna chahta hai muje.
1 Saasu maa Apne 3 Damado ka pyar dekhne k liye
dariya me kood gayi 1 damad ne bacha liya...
.
.
Saas ne use Car di 2nd day fir kudi
.
.
2nd damad ne bachaya, to bike mili..
.
.
3rd day fir kudi..
.
.
3rd damad ne socha"Cycle hi reh gayi hai, kya fayda" Aur saas doob gayi Agle din us damad ko Mercedes
mili
Kaise..???
.
.
.
.
Sasur ne di...
Wife bathroom se nahakar bahar nikli:
Santa usey ghoor raha tha..
Wife Romantic hokar: " Kuch karne ka irada hai
kya?"
Santa ne 2 thappad maare aur bola: "Mere Garam
Paani se kyu nahai?" :D :D
Pehla gadha;
Yaar me jis
Dhobhi ke ghar kaam karta
Hoon vo muje bahut marta hai.
Dusra gadha;
Tu bhag kyu nhi jata.
Pehla gadha;
Dhobhi ki 1 khoobsurat beti hai,
Vo sharati hai toh dhobhi kehta hai,
Ki teri shadi kisi gadhe se karva duga,
Bas yhi sochkr ruk jata hoon.
Ek Ladki thee Diwani see,
Tendulkar per wo Martee Thee,
Chori chori, chupke chupke Bhajji ko
Chitthiyaan Likha Karti Thee,
Nazren jhuka ke, Sharma ke,
Gauti se baatein karti thee,
Kabhi kabhi zulfein bikherke,
Viru ki galiyon se Guzarti thee,
Kuchh kehna tha shayad usko Raina se,
par Maahi se wo darti thee,
Jab bhi milti thi Yuvi se,
bas yehi poochha karti thi kay,
Kameeno, Koi Series kab Jeetoge???