• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • Mastak Jhukakar Dekhiye,
    Abhimaan Mar Jaayega,

    Aankhe Jhukakar Dekhiye,
    Pathar Dil Pighal Jaayega,

    Daanto Ko Aaram Dekar Dekhiye,
    Swasthaya Sudhar Jaayega,

    Haaton Ko Kaam Dekar Dekhiye,
    Charo Or Ujiyara Pasar Jaayega,

    Juba Par Lagaam Lagakar Dekhiye,
    Kalesh Ka Karwa Gujar Jaayega,

    Khawaiso Ko Ghatakar Dekhiye,
    Khusiyo Ka Sansaar Najar Aayega…
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Yeh Sms Jin "Khubsurat" Logo Ko Milta Hai,
    Woh 5 Sec Baad Behosh Ho Jate Hain,

    1,

    2,

    3,

    4,

    5,

    Nhi Behosh Hue Na,
    "Khubsusat" Hote To Behosh Hote Na.
  • 10 years ago



    Tags : Funny SMS
  • Dard Na Hota Agar Ishq Mien Toh Shayad
    Mohabbat Ka Naam Bhi Na Hota,
    Dil Na Toot-te Agar Pyar Mein Toh Diljalo Ka
    Sailab Bhi Na Hota,
    Khuda Yeh Kaisi Teri Khudai, Kyu Tu Ne Bewafai
    Banayi,
    Are Hum Yuh Hi Kurban Ho Jate, Kyu Tu Ne Dil
    Mein Aag Lagayi,
    Abh Hum Kisi Ko Pyar Se Dekhna Se Bhi Darte
    Hain,
    Ro Dete Hai Jab Log Hume Deewana Kehte Hain,
    Kya Hum Un Logo Ko Bataye, Kaise Apne Zakham
    Dikhaye,
    Naam Khuda Tera Hi Badnam Hoga, Jab Charcha
    Yeh Khule Aam Hoga,
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • "आप दिल से यूँ पुकारा ना करो,
    हमको यूँ प्यार से इशारा ना करो,
    हम दूर हैं आपसे ये मजबूरी है हमारी,
    आप तन्हाइयों मे यूँ रुलाया ना करो.."
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Finally,
    I Told My Parents That
    I Want A Blackberry Or An
    Apple
    My Mother Said:
    ...
    "Ghar Mein Mosambi Hai,
    Pehle Woh Kha"
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Zindagi Se Pareshan Hoon,
    Khud Se Main Anjaan Hoon,
    Koi Mujhe Sahara Dede,
    Mai Ek Akela Insan Hoon,

    Mohabbat Se Dar Lagta Hai,
    Bewafai Ka Samandar Lagta Hai,
    Koi Mujhe Sahara Dede,
    Mai Ek Akela Insaan Hoon,

    Dosti Ki Ummeed Mein Jeeta Hoon,
    Din Raat Main Bas Rota Hoon,
    Koi Mujhe Sahara Dede,
    Mai Ek Akela Insaan Hoon,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mere Her Gunah Ki Saza Usne Payi Hai,
    Dard Ki Had Dekho Ke Uski Jaan Pe Ban Aayi Hai,
    Hum Gunehgar Kehke Khud Ko Behla Liya Kerte
    Hain,
    Aur Woh Muskurake Hume Ruladiya Kerte Hain..
    Waise Toh Hume Nafrat Hai Apne Bewafai Se,
    Lekin Jhutla Nahi Sakte Bewafa Hona Ke Sachayi
    Se,
    Chhoda Tha Saath Uska Jisko Kehte Hum Apne
    Perchayi The,
    Diya Woh Jahaan Use Jismein Khushiyan Na
    Dekhayi De..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • If I were a factory employee, a workman on the railroads or a wage-earner of any sort, I would undoubtedly join the union of my trade. If I disapproved of its policy, I would join in order to fight that policy; if the union leaders were dishonest, I would join in order to put them out. I believe in the union and I believe that all men who are benefited by the union are morally bound to help to the extent of their power in the common interests advanced by the union.
  • 5 years ago



    Tags : Theodore Roosevelt Quotes , Believe Quotes , Fighting Quotes
  • Teacher: Shaadi ke waqt
    DULHE ko akele ghode par kyu bithaya jata hai..?
    Student: Last warning di jati hai ki.
    Abhi bhi waqt he
    “Bhaag Jaa”
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • Unmarried Man:Mujhe shaadi nahi karni,
    Mujhe sab aurto se darr lagta hai,.
    Married Man:Shaadi kar lo fir ek hi aurat se darr lagega,
    baaki sab achhi lagegi Tujhe..!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Jokes
  • When I heard the truth about my name was not Cassius Clay, like I knew a black man in America named John Hawkins. Now, you know who John Hawkins was.He was a slave trader from England. But the white people of that time, if one had five slaves and his name was Jones, they would be called Jones' property. [...] Now that I'm free, now that I'm no longer a slave, then I want a name of my ancestors.
  • 5 years ago



    Tags : Muhammad Ali Quotes , Men Quotes , Names Quotes