Ek ladka apni gf ko kafi der se call kar
raha tha.... Par us ki gf call pick nahi
kar rahi thi...
.
.
. Ladke ne sms kia..
.
.
.
B: itni call ki thi mene agar itni hi
call me karina kapoor ko karta to wo
bhi pick kar letiii
....
.
.
.
G: me karina kapoor nahi hu.
.
.
..
B: to kya tu [ sunny leone h]....
.
.
.
G: huh..
.
.
.
B: yes jali.. Hahahahahah...
Chiti:-Hathi tum itne bade kyo ho?
Hathi:-I m complan boy.
Hathi:-Chiti tum itni choti kyo ho?
Chiti:-Jhandu kesri jeevan, badhti umar mano tham si jaye
Father:" Bete Pappu Is Baar Exam Me
90% Marks
Lana,,
.
.
Pappu:" nahi 90% nahi 100% marks
launga,,
.
.
.
Father:" kyu mazak kar raha hai,,
.
.
.
.
Pappu:" pehle shuru Kisne Kiya ??
सुनाता हूँ अपने स्कूल की प्रेम कहानी, :point_down::point_down: एक थी टॉपर, जो परसेंटज की थी रानी…:relaxed: :relaxed: ;; ;; ;; फिर :thumbsup: :thumbsup: ;; ;; ;; ;; फिर क्या, हमने पटा ली और फेल हो गई महारानी…!!! :slight_smile:
Boy 1 to Boy 2
Tum us ladki ke peeche kyu pade ho.?
Uska to pahle se hi Bf hai..
Boy 2 Smart Rply
Khali kursi par to koi bhi baith sakta hai..
Dum hai to kisi ko utha ke baitho..
Baat to sahi boysB
Santa Ko Vodafone Mein Operator Ki Job Mil Gayi.
Lekin Job Ke Pehle Din Hi Use Bohat Gaaliyan Padi Aur Dhakke Dekar Job Se Nikal Diya Gaya
Kyu Ki Usne Apne Office Mein Pehli Call Kuch Is Tarha Se Attend Kari Thi.
Santa With First Caller: “How Can I Help You Sir?”
First Caller: “Mera Vodaphone Ka Sim Dhang Se Kaam Nahi Kar Raha.”
Santa: “Abe To Airtel Ka Lele Na“ :D
By - ANIL
Baba ramdev kahete hai
Achhi sehat k liye saas pe control karo!!
Ab baba ko kon samjaye ki-
Yaha biwi pe control hota nahi
To saas pr kaise control kare? :-D
Ek baar ek sharabi panch manjil se gir jata hai,
Vaha bahut bhid jama ho jati hai.
Ek aadmi sharabi ke pass aaker puchta hai kya hua. Sharabi ka javab
Pata nahi me bhi abhi haal aaya hun:)
Ghalib ne apni gf ko date par bulaya wo
late ho gayi..
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Ghalib- Falak pe taaro ko neend aa rahi hai,
kambakht doosri wali ka time ho
gaya hai or tu ab aa rahi hai..