arz kiya hai-
kismat v aajkal ajib sitam dhaata hai,
gaur farmaiyega-
ki kismat v aajkal ajib sitam dhaata hai, hum 1 ko taraste hai aur wo do-do ghumata hai..
तिजोरी पर लिखा था- तोड़ने की जरूरत नहीं, बटन दबाओ खुल जाएगी।' . . बटन दबाते ही पुलिस आ गई. . पुलिसः तुम्हें अपनी सफाई में कुछ कहना है? :unamused::unamused: , , , , , चोरः मां कसम, आज इंसानियत पर से विश्वास उठ गया! :cry::cry: :joy::joy::joy:
Prof.- pahli hindi silent film kaunsi h?
Sardar-agar film silent thi,
to aapko kaise pata chala ki wo hindi h?
Prof. Socked
&
1st time sardar ne baazi mar di...
Letter To Piincipal:
Salaam kaminey.
yeh bata kaun haramkhor paper
set karta hai....?
Kamino, students ki jaan nikal jati
hai..
.
Upar se kutte paper checkingto aise
karta hai jaise apni maa ki
maut ka badla le raha ho...
Aisa sylbus banaya hai jaise
tumhare yahan to haramkhor sab
topper hi janme hai..
tera baap bhi is paper me pass nai hoga.
tu khud is paper mein 10 baar fail
hoga.
tu kabhi bahar mil saale.. bataunga
Abe kutte- pagal hu kya, jo apna naam likhunga..
Ek ladki paidal ja rahi thi...
Ladka bola-
Aye deewani Peeche mud k dekh
Tera dupatta zamin se ghisa ja raha hai
.
.
.
Ladki boli-
Aye deewane
Tu kya jane ye apna farz nibha raha hai
Koi chum na le mere kadmo ki mitti ko
Isi liye nishan mitata ja raha hai
Agar bollywood ki movies koi gujrati diactor ne banayi hoti to unke nam ye hote...
3 idiots - 3 dofa
muder 3 - hatya 3
himatwala - takatvado
ek thi dayan -ek hti bhutdi
Bechara shadi-shuda insaan , biwi
k zulm ka mara !
.
.
Patni Bazaar Se Shopping Karke
Ghar Aayi, Pati Ne Dekha Aur Use
Bola
.
Pati: “Arrey Ye Kya, Tum Ek Aur Suit
Le Aayi? Abhi Parson Hi To…”
.
.
Biwi Chilla Kar Boli: “Kya Kaha? Kya
Parso? Bolo… Kya Kaha Tumne? Kya
Parso, Parso Kya, Bolo Jaldi Batao,
Kya Parso? Aj tumari kher ni”
.
.
Pati Ghabrate Hue: “Kuch Nahi,
Main To Bas Ye Keh Raha Tha Ki
Parso Bhi Ek Hi Suit Layi Thi, Aaj To
Do Le Aati“ =
Wife: Bs kro g..rat k 12bje se kr rhe ho or subah k8 bj chuke h.
Thake nai kya?Aur kitna kroge?
Hsbnd :krne do na darling abhi to mere 200 MB or free hai Thora aur download karne dona.
Djsumit
Narad muni dharti par bear pine aaye,
12 botal pine ke baad,
Waiter bolo - aapko chadti kyo nhi..?
Narad bole - mai bhagwan hu..
Waitar bola - chad gayi saale ko..
Ladka :- Medical store par jaakar bola, 1 c*ndom de do...
Main apni GF ke ghar dinner pe jaa raha hoon...
Phir bola 2 aur de do,
us ki sister bhi Bomb hai aur uski Maa bhi hot hai...
Dinner pe jaise hi GF ka baap dining table par aaya,
Ladka sir jhuka ke baith gaya...
Ladki boli :- Mujhe nahi pataa tha tum itna sharmate ho...
Ladka bola :- Mujhe bhi Aaj tak nahi pata tha ki tere Baap ka Medical store hai. :-P