PATNI:
Sunte ho, pados wale Gupta ji ki beti ko Maths mai 99 marks mile hai.
PATI:
Arey wah, phir ek number kahan gaya?
PATNI:
Woh humara beta laya hai
Pati Patni Ki Ladayi Ho Rahi Thi
Pati Ne Patni Se Puchha: “Kya Tumne
Mujhe Kutta Kaha?”
Biwi Ne Koi Jawab Nahi Diya
Pati Ne Fir Se Puchha
Biwi Fir Chupp Rahi
Pati Ne Ek Baar Aur Puchha
Biwi: “Nahi Kaha Aur Please Ab
Bhonkna Band Karo“
Dil Kaa Dard Dil Todney Valey kya Jane,
Pyar K Riwajon Ko Zamaney Valey Kya Jane,
Hoti Kitni Takleef Hai Ladki Ptane Mein,
Ye Ghar Par Beitha Ladki Ka Baap Kiya Jane
3 log marne k bad swarag k darwaje par pahuche..
.
1st bola-mai pujari hu maine apki zindagi bhar sewa ki mujhe andar aane do.
.
God-next.
.
2nd-mai doctor Hu. maine zindagi bhar logo ki sewa ki mujhe andar aane do.
.
God-next..
.
3rd-main shaadi shuda hoon.
God-Bas kar pagle rulayega kya, chal andar aaja..:
AWESOME
लड़का अपनी गर्लफ्रेंड के साथ मेरेज रजिस्ट्रेशन ऑफिस गया
लंच टाइम होने के कारण ऑफिस बंद थी और ऑफिस के बहार एक बोर्ड में लिखा था
दोपहर 1 बजे से 2 बजे तक ऑफिस बंद रहेगी,
तब तक एक बार फिर सोच ले
Girl: "I love u"
.
Boy: "I love u too"
.
Girl: kitna pyar karte ho?
.
Boy: Jitna tum karti ho.
.
.
.
.
Girl: Kamine...
.
Iska matlab tu b time pass kar raha hai.:)
1 hath me pen, dusre me phone,
1 kan se lecture,dusre me i-pod,
1 Aankh Board pe dusri lover pe,
kon gadha bola student life is easy?
We are very very busy.
Thappad marne par naraz biwi se
Pati
bola:
Aadmi usi ko marta hai jis se Pyar
karta hai.
Biwi ne pati ko 2 thappad maare aur
boli
.
.
.
.
.
.
.
.
aap kya samjhte hain main aapse Pyar
nahi
karti...???
Tujako dekhenge to sitare diya mangege....... Pyase teri zulfose ghata mangege..... Apane kandhe se dupaTa na sarakne dena,,,,,varana buddhe bhi javani ki duaa mangege...
Shaadi Ki Party Mein DJ Ne Puchha:
Kab Tak Bajaana Hai
Santa: 8-10 Peg Tak Baja Lo
Uske Baad Toh Hum Sab Generator Ki
Awaz Par Bhi Naach Lenge.
Q Ki 10 Baje K Baad Line Kaha Rehta Hai...
1 behra scootr khich k leja rha tha.
2nd behra-kya hua petrol khatm ho gya kya?
1st-Nhi yr, petrol khatm ho gya.
2nd-Acha, mjhe lga petrol khatm hogya....!!!!
Bahaduri kya hai ???
.
.
Der raat
Jab aap frnds k party k baad ghr aao
.
.
Aur mumy gate par jhaadu lekar
khadi ho
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Or
tum pucho: hey mom, abhi tak
jhaadu lga
rhi ho..
Suhagrat Ke Bad,
Pati Apni Patni Se Bola
.
Pati : Ary Khoon To Nikla Hi Nhi "
.
.
Patni Ne Ghusse Mein Aakar Jawab Diya
.
.
Patni- " Kyun Harami Tune Andar Teer Mara Tha Kya ?" :-P :-P
पति होटल के कमरे से होटल के मैनेजर को
फोन करता है -: प्लीज़ जल्दी मेरे कमरे में आओ ..बहुत जरुरी है
.
मैनेजर - क्या हुआ सर ....?
.
पति - मेरी पत्नी कह रही है के वो तुम्हारे होटल की
खिड़की से कूद जाएगी ...!!
.
मैनेजर - माफ़ कीजिये सर ..ये आपकी personal problem लगती है
.
पति -: हरामखोर ..!!
ये खिड़की नहीं खुल रही है ये maintenance problem है .!