Pehla Question Dekh Kar Wah – Wah – Wah – Wah Ho Gayi,
Teen Line Likh Kar 100 No. Ki Chah Ho Gayi.
Doosra(2nd) Question Dekhkar Darne Laga Dil,
50(Pachas) No. Ana Bhi Lagne Laga Mushki.
Teesra(3rd) Question Dekh Kar Gale Me Atka Dam,
30(Tees) No. Ane Ka Bhi Chance Hua Khatm.
Chotha(4th) Question Dekhkar Ud Gaye Mere Hosh.
Khali Copye Choddkar Ho Gaya Me Behosh.
Panchwa Question Dekhne Ki Nobat Hi Na Ayi,
Jab Se Parchi Tapak Gayi Me Pakda Gaya Bha- Me Pakda Gaya Bhai.
Lady: Mujhe Aisi Sabji Do
Jiske 2 Fayde Ho
Admi: Ye Lo Kakadi
Pasand Aaye To Kha Lena Varna
Gol Piece Katke Aankh Pe Lga Lena
Vaise Aap Ki Soch Ko Salam.
Kehte Hai 1 Ladki Ne Padhai Kar Li To Ghar Ke 4 Logo Ko
Shikshit Banati Hai,
Par
Us Ladki Ke Padhte Time
College Me 40
Ladke Fail Ho Jate
Hai,
Uska Kya.?
!!! कल रात दिल्ली का मुझे ई-मेल आया है
खुन्नस में दिल्ली, अरे हाँ खुन्नस में दिल्ली
ने धोनी से धोखा खाया है !
!!! कल रात दिल्ली का मुझे ई -मेल आया है!!!
सरदार सरदारनी रेलवे स्टेशन पर खड़े ट्रेन का इंतजार कर रहे थे…
तभी एक गाड़ी आई जिस पर लिखा था
“बॉम्बे मेल”
सरदार भाग कर गाड़ी में चढ़ गया…
बीवी से बोला –
जब “बॉम्बे फीमेल” आये तो तू भी चढ़ जाना
I casually made a survey asking people..
What is on 2nd Oct..
ONLY 93.7% replied "Dry Day".
This is VERY disturbing...
.
.
.
.
We have to start educating the remaining 6.3% immediately!
Ek Aadmi Mar Gaya. Uski Budhi Maa Roti Hui Aye Mera Beta To
Roj Ek Kilo Dudh Ke Sath Aadha Kilo Badam Khaya Karta Tha,
Ab Aisa Kaun Karega, Sab Sunkar Bhid Mein Se Santa Bola
Aap Chinta Na Kare Maa Ji Mein Kha Liya Karunga.
Budhi Aur Jore Se Rone Mere Bete Ko Dus Lakh Ka Karja Bhi Chukana Tha.
Uss Karje Ko Kon Chukayega.
Uss Ladke Ne Sab Ko Kaha- Bhaiyo Aap Bhi Kuch To Kariye.
Ya Sab Kuch Mein Hi Karta Rahunga.
Arz Hai..
Kapde Silvane Ho To Dhund Lo Darji..
Wah Wah..
Ershad-Ershad..
Ki Kapde Silvane Ho To Dhund Lo Darji..
aur
Nangu pungu Ghumna Ho To, Aapki Marji!