Santa: main ek baar jungle mein susu karne gaya toh waha per sher tha.
Banta: phir kya hua?
Santa: maine sher se kaha, pehle tum karlo, mera toh ho gaya hai.
प्रेमी (प्रेमिका से)- रीमा, प्लीज मुझसे शादी के लिए हां कर दो ना, मैं तुम्हारी हर छोटी-छोटी इच्छाओं को पूरी करूंगा।
प्रेमिका- ये सब तो ठीक है, परंतु मेरी उन बड़ी इच्छाओं का क्या होगा?
Phle Wo Meri GF Thi, Mai Bolta Or Wo Sunti Thi.
Fir Wo Meri Mngetr Bni, Wo Bolti Or Mai Sunta Tha.
Ab Wo Meri BV Hai, Ham 2no Bolte Hai
Pura Mohalla Sunta Hai.
Dosti karo college wali se,
Ishq ladao office wali se,
Flirt karo paros wali se,
Pyar karo dil wali se,
Ankhe ladao sali se aur
Maar khao ghar wali se
Kk
हम तो ऐसे ही उदास बैठे बैठे पानी में पत्थर फेंक रहे थे..
अचानक एक मेंढक पानी से निकला..
और बोला..
तू पानी में तो आ साले बताता हु तुझे
अपनी वाली के चक्कर में तूने मेरी वाली का सर फोड़ दिया!!!
Dost aaye the
kabar pe diya jalane k liye,
Dost aaye the
kabar pe diya jalane k liye
rakhe hue
phool bhi le gaye kamine
"Valentines day"
manane k liye.!
Classical Insult… Ek Ladka Scooty Par Ja Raha Tha… Scooty Ka Tyre Bhains K Gobar K Beech Mein Se Guzer Gya, Qareeb Kuch Ladkiya Khadi Thi. Unho Ney Taliyan Baja K Kaha:”Happy Birthday To YU” ; ; ; ; ; ; Ladka Ruka Or Bola: “Wish Karney Se Kaam Nahi Chaley Ga” . “Cake To Khana Hi Padega”
Ishq k school mai naya mahal tayyar ho gaya,
Class ki teacher ko papu se pyar ho gaya,
Iss baat se sari class ka dil udas ho gaya,
Sari class fail aur papu pass ho gaya.
K.k
Aaj Ek Sweater Aur Pehen Lo
Aaj Ek Razai Aur Odh Lo
Aaj Ek Mufler Aur Lapet Lo
Aaj 2 Moze Aur Pehen Lo
Aaj Ek Kehwa Aur Pii Lo
Aaj Ek Heater Aur Chala Lo.
Kya Pta. Kal Thand Ho Na Ho!
Suna hai
ladkiya chalak hoti hai
but
unhe pata nhi
ladke chalak ke baap hote hai.
Kaise?
Ladkiya paisa kharch karwati hai.
Ladke kharch karte hai.
Aur jab lete hai to bond v tod dete hai.
Its 4 all.
Gabbar: Mujhe ginti nahi ati, 2
kitne hote hai??
Sambha: 2 1 ke Baad aata hai.
..
Gabbr: aur 2 k pehle?? Sambha: 2 k pehle 1
aata hai.
..
... ... Gabbar: To beech me kaun aata
hai?
Sambha: Beech mein koi nahi aata.
..
Gabbar: To fir Dono ek sath kyu
nahi aate?
Sambha: 2 1 k baad hi aa sakta
he kyuki 2 1 se bada hai.
..
Gabbar: 2 1 se Kitna bada hai?
Samba: Abey Goli marni hai
toh
mar de, tera namak khaya hai, CHAVANPRASH
nahi.