Tension - When Wife Is Pregnant.
Terror - When Girlfriend Is Pregnant.
Horror - When Both Are Pregnant.
Tragedy - When You Are Not Responsible For Both.
One night A Boy helped an unknown aunty to reach her home, .
Aunty : Beta, raat bahut ho gayi hai, yahin so jao, Harvinder ke room me.
Boy : Nahi aunty, main hall me so jaunga.
Next morning, a beautiful girl comes with a cup of coffee
Boy : Aap kaun?
Girl : Mein Harvinder aur aap?
Boy : Main gadhaaa....
True love ki 8 nishaniya:"
1: aap unke sms/msgs baar baar padhte
hai..
.
.
2: aap unke samne aane se hich kichate hai
.
.
3: jab bhi aap unke baare me sochte ho to
aapka dil or tej dhadkta hai..
.
.
4: aap muskurate hai jab aap unki aawaz
sunte hai..
.
.
6: aap unke liye kuch b kar sakte hai..
.
.
7: ye status padhte waqt aapke dimag mai
unka hi khayal hai..
.
.
8: Aur aap unko sochne mai itna kho gaye
ho ki aapko yeb nahi pata ki POINT NO. 5
missing hai so u r in love...
Ek din ek ladke ki girlfriend ka BIRTHDAY tha..
Boy was not in the city,
So he ordered 20 RED ROSE for his girlfriend.
He called her up,
Dear maine tumhare liye utne ROSE bheje hain jitni saal ki tum ho gayi ho!
While delivering florist thought,
Ye aaj ka mera sabse achchha customer hai,
Chalo ise 10 ROSE FREE mein de deta hoon,
So he gave 30 instead of 20!
.
Aur aaj tak ladka nahi samajh paya ki uska BREAK-UP kyu hua o_O :-D
Samaz me aya !! Thoko comment !!
whstapp jokes
तिजोरी पर लिखा था- तोड़ने की जरूरत नहीं, बटन दबाओ खुल जाएगी।' . . बटन दबाते ही पुलिस आ गई. . पुलिसः तुम्हें अपनी सफाई में कुछ कहना है? :unamused::unamused: , , , , , चोरः मां कसम, आज इंसानियत पर से विश्वास उठ गया! :cry::cry: :joy::joy::joy:
Student:" mujhe sanskrit sikha do
.
.
Pandit:" kyon??
.
.
Student:" devtao ki bhasha hai,
swarg me kaam ayegi..
.
.
Pandit:" agar narak mein gaya to ?? .
.
student:" Galiya dene mein toh PH.D ki hai.
Girl-Friend Ne Boyfriend Se Pyar Se
Kaha
Ladki: “Jaanu, Tum Mere Liye Kya
Kar Sakte Ho?”
.
.
Ladka: “Jo Tum Kaho Meri Jaan”
Ladki: “Kya Mere Liye Chaand La
Sakte Ho?”
Ladka 2 Minute Bol Ke Kahi Gaya Aur
Kuch Chiz Apne Piche Chupa Ke Laya...
.
.
Ladki Se Bola Ki Aankhein Band Karo,
Aur Wo Chiz Ladki Ke Haatho Mein De
Di
Aur Ladki Ko Kaha Ab Apni Aankhein
Kholo...
.
.
Ladki Ki Aankho Mein Se Ansu Nikal
Aaye Vo Chiz Dekh Ke.
Kyunki Uske Haatho Mein Ek Aaina
(Sheesha) Tha,
Jisme Us Ladki Ka
Chehra Nazar Aa Raha Tha
.
.
.
Ladki Ne Khush Hokar Boy-Friend Ko
Bola: “Awwwww… Tum Mujhe Chand
Samjhte Ho?”
Ladka: “Nahi, Main To Tumhe Sirf Ye
Samjha Raha Tha, Jis Muh Se Tumne
Chaand Manga Hai, Vo Thobda Kabhi
Sheeshe Mein Bhi Dekha Hai Ya Nahi
Difference between COMPLETE and FINISH . .
When u get married with the right one, u r COMPLETE . .
But....
When u get married with the wrong one, u r FINISHED . .
And.....
.
.
.
.
.
.
.
.
When the right one finds u with the wrong one,
u r
COMPLETELY FINISHED .
Boy : What is 143.
.
.
Girl : i love you
.
.
Boy : no.
.
.
Girl : i miss you
.
.
Boy : no.
.
.
Girl : i need you
.
.
Boy : no.
.
.
Girl : i kill you
.
.
Boy : no.
.
.
Girl : phir kya hai ?....
.
.
.
.
.
.
Boy : one hundred&forty three
.
pehle jaa k numbers sikle gawar
Ladki ne new laptop liya...
.
Khush hoke ghar pe gai
Sham ko bhadkte hue vapis aai aur dukan wale
se boli:ye lapy bekar he
isme purane pc ki file paste nahi ho rahi he.
.
Shopkeepr: not possible
ye latest laptop he aur
isme aisa ho hi nahi sakta.
Ap jara bataegi kese kiya aap ne copy paste .?
.
Ladki shop keeper ko ghar le gai ,
apne computer ko on kiya
mouse se right click karke file copy ki
fir PC se mouse nikal ke laptop melagaya,
aur right click karke boli:
dekho paste ka option kha he ?
.
Shopkeeper on the spot behosh!