Modern Love..!!
.
.
(Boy & Girl On Date)
.
.
.
Girl:- Kya shadi K Baad Bhi Aise Hi Hum Dinner
Pe Aya Karenge..??
.
.
.
.
.
Boy:- Haa sweet heart, Agar Tumhare Husband
Ko
Koi Aitraz Na Hua to..!!
A physics student proposing a
chemistry Girl:-
I love u more than an electron
wants to attract proton....
.
.
.
Girl: Oye carbon monoxide,
apna conical flask jesa face lay k
foran yahan sy
reduce ho ja,
is sey pehley k tujhey oxidise kar dun
or tu reaction k qabil bhi na rahey,
Kambakht, Graphite ki aulad...
Ladki wale –
Hamein aisa Ladka chahiye jo Paan, Cigrette, Daru na leta ho.
Sirf Boiled Khana khae….. Din Raat Bhagwan ka Naam le.
Pandit –
Aisa ladka to apko wo samane wale Leelavati Hospital ke ICU mein hi milega..!!
Pappu: I love u
Ladki ne zor se thappad maara, aur boli .. Kya kaha tune??
Pappu ne bhi ghuma kar 2 zordaar chaanta maara aur kaha..
Kamini jab suna hi nahin to maara kyun??
After Exam:
1st Benchers:" Paper tough tha, par
95 to pakke hai,
.
.
2nd Benchers:" Arey yaar ek question
to fir bhi reh hi gaya,
.
.
3rd Benchers:" Pass ho jaunga bas
itna pata hai
.
.
4th Benchers:" Waat lag gayi yaar mai
to pakka fail hu,
.
.
Last benchers:" Abe sale Paper ko
maar goli, paas wali ladki pat gayi
yaar.
Ultimate Truth Of School Life..
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
If A Girl Loves A Boy, No One Knows Except
The Girl..
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
And If A boy loves A Girl, Everyone Knows
Except The Girl..
एक बार #मायावती भाषण दे रही थी बोली – मैने सारी दुनिया देख रखी है,
अौर दुनिया के # कौने कौने मै जा चुकी हुं,
इतनै मे भीङ में बेठै प्रशांत नै कहा क्यो झुठ बोलती हो,
कभी सुसराल गयी है…क्या
Ek ladke ki girlfriend ka birthday tha :-)
Wo city se bahar tha isliye usne uske liye 24 gulab ke phool book kar diye :-<3 :-*
Usne apni gf ko phone per kaha....
maine tumhare liye utne hi rose ke flowers bheje hain jitne years ki tum aaj ho gayi ho.. :-)
Boy:" Main tumse bahat pyar krta hu
.
Reh nhi skta tumhare bina
.
.
Girl:" Mere piche apni zindagi
barbad mat kar
.
.
Boy:" Q ??
.
.
Girl:" Iss raste pe patthr or kanto k
alwa kuch nhi
.
.
Boy:" Are pagli... tu tension na le Mere
paas WOODLAND k shoes hai bas tu
patja..
Boys Nai Sudhrenge Hahahaha..
boys vs girls whatsapp jokes !! Funny jokes