God apun se pucha, Kidhar jana mangta ?
SWARG YA NARAK ? Apun bola NARAK !
Apun ko malum, Tum sala dost log udharich milega,
Bole to Jidhar tum, Woich apun ka SWARAG!!
Ye Ehsaas Kiyo.n Ghutan Si HoRahe Hain…
Pal Pal Sab Kuch Apna Hum Kho Rahe Hain…
Ab Ye Mohabbat Phir Kiyo.n Saza De Gayee…
Roye The Rone Ik Aur Wazah De Gayee…
Mana Ke Dewaangi Mein SaansBaaki Hai “Dhanwant”…
Hum Zakhamo.n Ko Ansuo.n SeDho Rahe Hain…
Badlna aata nhi humko mausam ki tarah
har ek roop me tera intezar karte hai
na samet sakogi tum ise qayamat ki tarah
khuda kasam hum tumhe itna pyaar karte hai...
Ae Chand Apni Chandni Un Per Nichawar Krna
Unhain Apni Aagosh Mein Lena
Unhain Pyar Se Thapki Dena
Or Kehna
Unhain Koi Yad Krta Ha
Ae Barish Apne Nanhe Qatron Se
Un K Chehre Ko Bigho Dena Un K
Galon Ko Chom Lena Un K
Hathon Pe Bosa Dena Or Kehna
Unhain Koi Yad Krta Hai
Ours is one continual struggle against a degradation sought to be inflicted upon us by the Europeans, who desire to degrade us to the level of the raw Kaffir whose occupation is hunting, and whose sole ambition is to collect a certain number of cattle to buy a wife with and, then, pass his life in indolence and nakedness.
Ek Insan Mila Jo Jeena Sikha
Gaya, Ansuo Ki Nami Ko
Peena Sikha Gaya, Kabhi
Guzarti Thi Veerano Main
Zindagi Apni, Woh Shaks
Veerano Main Mehfil Saja Gaya!!
Taqdeer Se Tab Hume Hissa
Milta Hai, Pyar Bhara Koi
Jab Rishta Milta Hai,
Roshan Ho Jaati Hai Saari
Zindgi, Jab Rishto Me Aap
Jaisa Farishta Milta Hai..!
The beauty of the soul shines out when a man bears with composure one heavy mischance after another, not because he does not feel them, but because he is a man of high and heroic temper.