Ek dard thi unki aankhon me mere bagair,
ek aah thi unki jubaan me mere bagair.
Ro rahe the mere intezaar me wo is kadar,
k ek khoyi si junoon thi unki awaaj me mere bagair…
Tu itni khoobsurat hai kaise bayaan karoon
Dil yahi chahata hai ki bas dekhta rahoon
Kitni phursat se banaya hoga Rabb ne tujh ko
Shayad teri soorat par pyaar aa gaya hoga usko
Swee2
Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hai.
Zarur kisi ne dil se pukara hoga.
Ek baar to chand ne bhi aapko nihara hoga.
Mayus ho gaye honge asma ke sitare.
Jab kuda ne aapko zameen Par utara hoga.
Khuda ne jindgi di hamko pyar sikhaya h,
jo ho jata h had se jyada pyar kisi se ek na ho esa dastur bnaya h,
wo pyar khtm naho pyega is jahan se,
isi liye to kisi ek ko kisi ek k liye usne is jahan m uski jaan bnaya h....skv
Fark Hota Hai Khuda Aur Peer Me....
.
Fark Hota Hai Kismat Aur Takdeer Me...
.
Agar chaho Aur Na Mile To Samj Lena
.
Kuch Aacha Likha Hai...
.
Aapki Takdeer Me...
Har koyi saath ho ye zarori nahi hota
jagah to dil mein banayi jati hai
pas ho kar bhi dosti itni atoot nahi hoti
jetni ke door reh kar nibhayi jati hai.
Ek Na Ek Din Mil Jane Ka Wada
Karo,
Meri Zindagi Mein Aane Ka Wada
Karo,
Bahut Tanha Hoon Main Tumhare
Bin,
Mujhe Gale Se Lagane Ka Wada
Karo,
Choom Kar In Honthon Ko Tum,
Saanson Mein Bas jane Ka Wada
Karo.........