• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • Tairna hai to smandar mein tairo nadi naalo mein kya rakha hai?
    Pyar karna hai to watan se karo In bewafa ladko mein kya rakha hai.
    JAI HIND
    Happy republic day
  • 9 years ago



    Tags : Republic Day SMS
  • Ap Khafa Ho Gae To Koi Khushi Na Rahegi
    Apke Bina Chirago Me Roshni Na Rahegi
    Kya Kahe Kya Guzregi Dil Pr
    Zinda Rahege Par Zindagi Na Rahegi
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • गर्लफ्रेंड की dp पर nice dp की बजाय "सब मोहमाया है" कमेंट करके देखिये अच्छा लगेगा
  • 9 years ago



    Tags : Jokes SMS
  • Chehra Mera Tha Nigaahein Uski,
    Khamoshi Mein Bhi Woh Baatein Uski,
    Mere Chehre Par Ghazal Likhti Gayi,
    Sher Kehti Hui Aankhein Uski,
    Shokh Lamho Ka Pata Dene Lagi,
    Tez Hoti Hui Saansein Uski,
    Aise Mousam Bhi Guzaare Humne,
    Subah Jab Apni Thi Shaam Uski,
    Dhayaan Mein Uske Yeh Aalam Tha Kabhi,
    Aankh Mehtaab Ki Yaadein Uskiiii8ii
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Rajnikant ka 1 rupya balcony se gir gaya..Rajnikant niche pahuncha to rupya nahi milakyo?....kyuki Rajnikant1 rupye se pehle niche pahunch gaya tha
  • 9 years ago



    Tags :
  • Hai Aap Ke Honton Pe Ju Muskan Wagera
    Qurban Gaye Is Pe Dil-o Jan Wagera
    Bali Jo Yunhi Muft Mai Badnam Hoi Hai
    Thaily Mai Tu Kuch Aur Tha Saman Wagera
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kisi Shayar Ne Mout Ko Keya Khub Kaha Hai,

    Zindagi Me Koi Do Minute Mere Paas Na Baitha.Aur Aaj Sb Mere Paas Baithe Ja Rahe The.
    Koi Tohfa Na Mila Aaj Tak Mujhe Aur Aaj Phool Hi Phool Diye Ja Rahe The,
    Taras gaye hm kisi k haath se diye ek kapde ko,
    Aur Aaj Naye Naye Kapde Pahnaye Ja Rahe The,
    Do Qadam Saath Chalne Ko Tayyar Na Tha Koi Aur Aaj Kafila Bana K Le Ja Rahe The,
    Aaj Pata Chala Ke Mout Kitni Haseen Hai Aur Kambakhat Ham Yoon Hi Jiye Ja Rahe The.!!
  • 9 years ago



    Tags : Sad Story SMS
  • Lafz wahi hai mayne badal gye,
    Kirdar wahi hai afsane badal gye !!
    Ulajhi jindagi ko suljhate suljhate,
    Jindagi jeene ke bahane badal gye !!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • I think fiction can help us find everything. You know, I think that in fiction you can say things and in a way be truer than you can be in real life and truer than you can be in non-fiction. There's an accuracy to fiction that people don't really talk about - an emotional accuracy.
  • 5 years ago



    Tags : A.M. Homes Quotes , Real Quotes , Emotional Quotes
  • We do not quite say that the new is more valuable because it fits in; but its fitting in is a test of its value - a test, it is true, which can only be slowly and cautiously applied, for we are none of us infallible judges of conformity.
  • 5 years ago



    Tags : T. S. Eliot Quotes , Judging Quotes , Tests Quotes
  • Ap ki nigah agar meharban ho jai
    Main jis zameen pe hoon wo asman ho jai
    Hai ab bhi aap ko shak mere dosti per
    To phir ik baar mera imtehan ho jaye
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • jiyo itna ki jindgi kam pad jaye,
    haso itna ki rona mushkil ho jaye,
    kisi ko pana to kismat ki bat hai,
    par chaho itna ki khuda dene par majboor ho jaye.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS