• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • Maray Chara Gar Tujhay Kya Khabar
    K Ajab Hain Ishq K Mamlay
    Na Hi Mari Basat Hy Iss Qarar
    K Main Us Ko Dil Sy Nikal Kar
    Kisi Aur Dar Ka Gada Banon
    Na Yeh Taray Bass Ki Hi Bat Hey
    K Maray Dard Ki Tu Dava Kary
    K Maray Dard Ka Jo Ilag Hy
    Tari Puhach Tari Basat Sy
    Tari Sooch Sy B Hy Mawra
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Suraz ko diya dekane se kya fayda lash ko aag lagane se kya fayda aaye sahjaha -mumtaz to ja chuki aab lash pe taj banane se kya fayda.
    By HARERAM
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Be-khabar ho gaye hai kuch log humse,
    jo hamari zarurat ko mehsoos nahi karte..
    kabhi bhot baaten kiya krte the hum se,
    ab kheriyat tak maloom nahi karte
    K.khan..
  • 10 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • I think the real reason so many youngsters are clamoring for freedom of some vague sort, is because of unrest and dissatisfaction with present conditions; I don't believe this machine age gives full satisfaction in a spiritual way, if the term may be allowed.
  • 5 years ago



    Tags : Robert E. Howard Quotes , Spiritual Quotes , Real Quotes
  • ज़िंदगी ने जब छोड़ दिया तन्हा
    मौत ने प्यार से पहलू मे बिठाया मुझे
    मैं वो दिया हूँ जो मोहब्बत ने जलाया था कभी
    गम की आँधियों ने ज़ोर से बुझाया मुझे !
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Nigah Pe Nigaho Ke Pehre Hote He
    In Nigah K Ghav B Gehre Hote He
    Na Jane Q Koste He Hum Badsurto Ko
    DIL Todnewale To Hasin Chehre Hi Hote He.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • din to guzar jata hai mashghuliyon me,
    par rat nahi katti hai tanhaiyon me,
    rat me jab mai karwate badla karta hun,
    bas tum hi tum yad aate ho.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Is diwali pe humari dua hai ki
    apka har sapnna pura ho,
    duniya ke unche mukam apke ho,
    shoharat ki bulandiyon par naam apka ho!
    Wish u a very Happy Diwali!
  • 10 years ago



    Tags : Diwali SMS
  • Dhoop Munderon Se Chupchap Gujar Jati Hai,
    Mere Tasvvurat Ki Dunia Bikhar Jati Hai.
    Ab Bhi Mehsoos Hoti Hai, Teri Khushboo Hava Mein,
    Ab Bhi Teri Yaad Se Tanhayi Sanvar Jati Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Quotes SMS
  • Mohabbat ko meri thukraya hai usne,
    Bewfa bankar rulaya hai usne,
    Humne to use hamesha wafa di,
    Bewfai kya hai,
    Mohabbat kar ke samjhaya hai usne....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS