એક ભેંસ જંગલમાં ડરેલી ગભરાયેલી ભાગી રહી હતી. ઉંદરે પૂછ્યું 'કેમ આટલી દોડે છે?' ભેંસ : 'પોલીસ જંગલમાં હાથી પકડવા આવી છે.' ઉંદર : 'પણ તું તો ભેંસ છે ને!' ભેંસ : 'હા, પણ આ ઈન્ડિયા છે, બકા! અહીં પકડાઈ ગઈ તો કોર્ટમાં એ સાબિત કરતાં ૨૦ વરસ લાગી જશે કે હું હાથી નહિ, ભેંસ છું!'
- આ સાંભળીને ઉંદર પણ ભાગવા લાગ્યો!:joy::joy::joy::joy:
Dil Ka Dard Kisi Ko Kahta Nahi Hu Main...
Mahfil Me Kabhi Rota Nahi Hu Main...
Kahi aa Na Jaye Wo Kawabo Me"Dosto.,
Isi dar Se Raato Ko Sota Nahi Hu Main...
... Nessun maggior dolore Che ricordarsi del tempo felice Nella miseria. (There is no greater pain than to remember a happy time when one is in misery.)
Mohabat Ki Fitrat Mai Azar
Khuda Ne Yun Rakha
K Nahi Zrorat Phir
Kisi Zehr Mai Nashtr Dbone Ki
Mgr Itna Tu Bta Don Main
Jab Khushbu Sa Lehja Reetla Ho Jaye
Chubta Tu Rehta Hai
Ranjishein SarSarain Tu Fasle Barhte Hi
Zabt Ki Lgam Ko Rabt Chor Deta Hai
Jiye Huye Har Lamhe Ko Zindagi
Kehte Hai, Jo Dil Ko Sukoon De
Use Khushi Kehte Hai, Jis Ke Hone
Ki Khushi Se Zindagi Mile Aise
Hi Rishte Ko Hum Dosti Kehte Hai
Mohabbat hoon Mohabbat
Karke dekh
Main Mohabbat na doon
TO KEHNA Main Muskurahat hoon mujhe
Hansa ker dekh
Na sajoon tere honton per
TO KEHNA Main Khushboo hoon mujhe
Mehsoos karke dekh
Na mehkoon teri zindagi main
TO KEHNA Main Dil hoon mujhe
Sun ker dekh
Na Dharkoon tere Dil main
TO KEHNA Main Phool hoon mujhe
Laga ker dekh
Na mehkoon din raat
TO KEHNA Main Mohabbat hoon mujhe
Apna karke dekh
Na banoo main teraaaa
TO KEHNA
I lose my patience, and I own it too,
When works are censur'd, not as bad but new;
While if our Elders break all reason's laws,
These fools demand not pardon but Applause.
Apne mobile ko facewash lagakar..
Garam pani se dokar use kumkum aur..
chawal lagakar mandir mey chadaa do..
Kyu ki SMS toh Ap karte nahi..Toh puja karo!!!
History teaches us that whenever a weak and ignorant people possess a thing which a strong and enlightened people want, it must be yielded up peaceably.
Basaaya Tha Dilme Unhe Ye Chaahat Ki Baat Thi..
Wo Bewaffa Nikla Uski Fitrat Ki Baat Thi..
Waadon Pe Unke Aaj Bhi Ji Rahe Hain Hum..
Hume Tha Intezaar Unka Ye Mere Aadat Ki Baat Thi..
Ruswaa Wo Kar Gaye Hume
Poore Zamane Ke Saamne..
Hum Kuch Bhi Na Kar Sake
Ye Meri Sharafat Ki Baat Thi..
Chaaha Humne Paaya Kisi Aur Ne Unhe..
Wo Mile Na Hume Ye Meri Kismat Ki Baat Thi..
Hamari Dastaan Sunn Ke Saara Jahan Rooya..
Sirf Hum Na Rooye Ye Meri Himmat Ki Baat Thi..!