Payam Aaye Hain Us Yar-e-bevafa Ke Mujhe Jise Qarar Na Aaya Kaheen Bhula Ke Mujhe Nashe Se Kahun To Nahi Yad-e-yar Ka Aalam Ke Le Uda Hai Koi Dosh Par Hawa Ke Mujhe Judaiyan Hon To Aisi Ki Umr Bhar Na Mile Fareb To Do Zara Silsile Bada Ke Mujhe Main Khud Ko Bhool Chuka Tha Magar Jahan Wale Udas Chod Gaye Aaina Dikhake Mujhe
Dil K Bazar Me Daulat Nahi Dekhi Jati;
Pyar Hojaye To Surat Nahi Dekhi Jati;
Ek Insan Par Luta Do Apna Sab Kuch;
Pasand Ho Cheez To Keemat Nahi Dekhi Jati...
Mere Sathi Mere Sare Gham
Udasi Mere Sare Gham Udasi
Tujhe Dekhne Se Pehlay
Zara Dair Tak Thay Baqi
Magar Ab Nahi Hai Aysa
Teri Awaz Ko Suntay He Muj
Ko Laga Aysa
Jese Tapte Hoye Sehra Mein
Barish Ho Gai
Sene Se Tere Lag Ker,
Dil Ki Sabhi Be Cheni Ko
Rahat Si Mil Gai
Meri Baat Per Hanse Tu Laga,
Mousam E Khiza Mein
Koi Kali Khil Gai
Laga Tujh Se Mil Kay Aysa,
Marne Se Pehle Mujh Ko
Nai Zindagi Mil Gai.
~
Meri kismat ke har ek panne pe
Mere jeete ji baad marne ke
Mere har ik kal har ik lamhe me
Tu likh de mera usey
Har kahaani me saare qisson me
Dil ki duniya ke sacche rishton me
Zindagani ke saare hisso mein
Tu likh de mera usey
Aye Khuda aye Khuda jab bana uska
hi bana
Aye Khuda aye Khuda jab bana uska
hi bana.
I have a feeling I shall go mad. I cannot go on longer in these terrible times. I shan't recover this time. I hear voices and cannot concentrate on my work. I have fought against it but cannot fight any longer.
Dosti to azmaish hoti hai,
DIlo ko milane ki ek khawaish hoti hai,
Yaad nahi karte hum aapko,
Qki Yaad unhe karte hai jinhe bhulane ki Gunjaish hoti hai....
Khushi Ki Rah Me
Gham Mile Toh Kya
Karen, Wafa Ki Rah
Me Bewafai Mile Toh
Kya Karen, Kese
Bachayen Zindgi
Dhokon Se, Qki, Koi
Muskrake Dhoka De
Jaye Toh Kya Karen,