• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • NA MUSKARANE KO G CHAHTA HAI
    NA AANSOO BAHANE KO G CHAHTA
    LIKON TO KIYA LIKHON TERI YAAD ME
    BUS TERE PAAS LAUT AANE KO G CHAHTA HAI
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • When we send our young men and women into harm's way, we have a solemn obligation not to fudge the numbers or shade the truth about why they're going, to care for their families while they're gone, to tend to the soldiers upon their return, and to never ever go to war without enough troops to win the war, secure the peace, and earn the respect of the world.
  • 5 years ago



    Tags : Barack Obama Quotes , War Quotes , Men Quotes
  • जो बेहतर होता है उसे ईनाम मिलता है,जो बेहतरीन होता है उसके नाम पर ईनाम होते हैं।
  • 9 years ago



    Tags : Whatsapp Status SMS
  • Mast Nazron se Dekh lenaa tha...
    Agar tamanna thi Aazmane ki...
    Hum to Behosh Yun hi ho jaate...
    Kya zaroorat thi muskurane ki...
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Phoolon Me Gulab,
    Lucknow Me Nawab,
    Program Me Tali,
    Mazakh Me Saali,
    Ghar Me Sona,
    Tension Me Rona,
    Pyar Me Ghum Aur
    SMS Bhejne Me Hum
    .
    .
    Famous Hai Yaar!!!
  • 9 years ago



    Tags : Jokes SMS
  • Yeh dosti chiragh hai jalaye rakhna
    yeh dosti khushbu hai mehkaaye rakhna
    hum rahein is duniya mein par
    apne dil main hamesha itni jageh banaaye rakhna…
  • 9 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ishq Mohbat to hazaro karte he
    Gum aur judai se sabhi darte he
    hum to na Ishq karte he na mohbat bus
    DOST ki ek SMILE k liye SMS karte hai…
  • 9 years ago



    Tags : Friendship SMS
  • Har hath me khanjar har dil me chor kyun hai,
    Aayine ke samne mai hun, lekin usne koi or kyun hai,
    inshan hai savi to insaniya kyun nahi hai,
    ya unme DIL nahi hai.
    hai to itna kathor kyun hai.

  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Karb ke shahar se nikle to ye manzar dekha
    hum ko logon ne bulaya hamen chu kar dekha

    jab bhi chaha hai ki malabus-e-vafa ko chu lain
    misl khushbu koi udata hua paikar dekha

    wo barsat mein bhiga to nigahen utthin
    yon laga hai koi tarsha hua pathar dekha
    zindagi kitni pareshan hai ye socha bhi na tha
    is ke ataraf mein sholon ka samandar dekha

    aa gai gham ke hawa phir tere gesu chukar
    hum ne virana-e-dil phir se mu’attar dekha

    wo jo udati hai sada dasht-e-vafa mein “afzal”
    usi matti mein nihan dard ka gohar dekha
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • A Good Teacher Is Who Tells To
    Study Hard...
    .
    .
    .
    .
    .
    But,,
    .
    .
    .
    .
    .
    A Best Teacher Is Who Stands
    Outside The
    Examination Hall N Shouts.
    .
    .
    .
    .
    .
    "OYE CHECKING WALE AA GAYE
    APNI APNI PARCHI CHUPA
    LO...:p :D :O :D
    Hit Like For best teacher..:p
    djsumit
  • 9 years ago



    Tags :