• Categories
  • Last / Latest Updated SMS
  • Tum Kya Chale Gaye,
    Baag Se Titliya Chali Gayi
    Phool Murjha Gaye
    Patte Jal Kar Raakh Hue…

    Ab Aur Mat Satao
    Garden Mein Paani Dena Hai
    Kaam Par Jaldi Aao…
  • 9 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ye Chand b shayad kisi
    se Pyar krta h ,
    Baadlo me chup k kisi
    ka Deedar krta h ,
    Kho jati h dunia neend
    k Aagosh me
    aur
    ye tanha kisi ka Intzaar
    krta h .
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ik Ladki Hai Is Dunia Mein, Jise Pyar Main Karta Hu
    Ik Ladki Hai Is Dunia Mein Jiski Aankho Par Marta Hu
    Par Aksar Ye Khyal Mere Dil Mein Aata Rahta Hai
    Wo Mujhse Pyar Bhi Karti Hai, Ya Main Pagalpan Karta Hu
    Khair Khyalato Se Mujhko Ab Kya Lena Dena Hai
    Jab Mere Khyalo Mein Doobi Wo, Aur Mein Itrata Rahta Hu
    Aksar Chori Se Chupke Se, Wo Mujhe Nihara Karti Hai
    Main Bhi Usko Hi Dekh Dekh Din-Raat Gujara Karta Hu
    Suna Hai Maine Shaam Ke Waqt, Wo Gali Ko Meri Takti Hai
    Main Bhi Uski Hi Raaho Mein Palko Ko Bichaye Rakhta Hu
    Yu Khatm Na Ho Kissa Ye Us Se Mere Milne Ka
    Bas Isiliye Din Raat Mein Allah Se Dua Karta Hu
  • 9 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ek Pal Ki Ye Baat Nahi,
    Do Pal Ka Ye Sath Nahi,
    Waise To Zindgi Ek Safar Si Ban Gai Hai Mere Liye,
    Par Wo Safar Hi Kya Jisme Apka Sath Nahi.
  • 9 years ago



    Tags : Love Quotes - SMS
  • Tusi Enj Kro.

    Mobile off kro,

    Battry kad lo

    Sim v kad lo

    Mobile Nu Road te rakh k uton

    IT mar do

    jadon tusi msg e nai krna te is

    Kanjar da ki faida.
  • 9 years ago



    Tags : Punjabi SMS
  • जिंदगी ने सवाल बदल डाले,
    वक़्त ने हालात बदल डाले,

    हम तो आज भी वही है जो कल थे,
    बस लोगों ने अपने ज़ज्बात बदल डाले ।
  • 9 years ago



    Tags :
  • Jabse Dekha Hai Najron Ne Aapko,
    Inko Aur Kuchh Bhi Najar Nahi Aata,
    Na Jaane Kaisa Kiya Hai Jaadu Aapne,
    Koi Aur Chehra Isko Nahi Bhata….
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kitni Ratein Beet Gaein, Kitny Din Beet Gaye,
    Bas Nhi Beeta To Yaadon Ka Wo Pal Wo Guzra Hua Kal…
    Nhi Beeti To Ankhon Ki Nami aur Teri Kami……!
  • 9 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Boy= Darling Humare Pyar Ke Baare Me Kisi Ko Mat Batana,
    Girl= Teri Behan Ko To Zarur Bataungi,
    Kahti Thi Kon Pagal Hoga Jo Tujse Pyar Karega.
  • 9 years ago



    Tags :